Ghaghara Lyrics – Dirty Politics

The Ghaghara lyrics from ‘Dirty Politics’, featuring Mallika Sherawat and Jackie Shroff. Directed by K C Bokadia, the music has been composed by Sanjeev Darshan. The lyrics of Ghaghara has been penned by Sameer. The song has been sung by Mamta Sharma.

Ghaghara Lyrics

Kahin chaku chala haan
Kahin goli chali
Kahin bigde laundon ki toli.. chali (Repeat once)

Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Aaye haye jaan bachi hai
Aaye haye haye jaan bachi hai

Mere ghaghara ke
Mere ghaghare ke

Mere ghaghara ke liye
Ghamasaan machi hai (Repeat 3 times)

Ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara..

Aye hey chal hat..

Aashiq deewane kaise kaise
Toone hain ghagare mein faanse
Aankhon se toone pila di
Warna reh jaate hum to pyase

Ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara..
Mera ghaghara, mera ghaghara, mera ghaghara

Kya mohalla, kya baazar
Sab hain mere peechhe yaar
Hai rangila boote-dar mera ghagra
Munshi, neta, thanedar sab hain mere daavedar
Hai sajeela sarkar mera ghaghara

Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Aaye haye jaan bachi hai
Aaye haye haye jaan bachi hai

Mere ghaghara ke
Mere ghaghare ke

Mere ghaghara ke liye
Ghamasaan machi hai (Repeat 3 times)

Lipte rahenge tere tan se
Tu hamko ghaghara bana le
Chahenge tujhko poore man se
Angiya ke beech mein chhupa le
Ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghara

Rehti hai behisab teri neeyat hai kharab
Aayega na tere hath mera ghaghara
Yoon na aage peeche dol hai yeh ghagra hai anmol
Re maanega na baat mera ghagra

Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Mere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai
Mere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai
Tere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai
Tere ghaghara ke liye ghamasaan machi hai

Lyrics: Ghaghara – Dirty Politics Song
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyrics: Sameer
Singer: Mamta Sharma

If there are any mistakes in the Ghaghara Lyrics from Dirty Politics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment