Samay Ka Pahiya Lyrics – Bhoothnath

Moser Baer Entertainment Ltd Banner presents Bhoothnath is Directed by Vivek Sharma. Movie stars Amitabh Bachchan, Aman Siddiqui and Juhi Chawla in lead roles. The Film releases on May 9th 2008.

Movie Details

Title: Bhoothnath (2008)
Starcast: Amitabh Bachchan, Aman Siddiqui, Juhi Chawla, Satish Shah
Director: Vivek Sharma
Producer: B R Chopra, Ravi Chopra
Banner: B R Films
Story Writer: Vivek Sharma
Release Date: May 9th 2008
For more details: Bhoothnath Movie Page

Music and Lyrics Details

Song Title: Samay Ka Pahiya Lyrics
Other Title: Samay Ka Pahiya Hindi Song Lyrics
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Hariharan, Sukhwinder Singh
Length: 7 minutes 20 seconds

Samay Ka Pahiya Lyrics

Krodh ke…
Bojh.. ko..
Man pe uthaye…
Kaahe chalata.. hai praani
Kshama jo shatru ko.. bhi kar de
Wahi mukt hai
Wahi gyani

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai

Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai
Usaki jarasi jyot sahi..
Par dur se usako dekh
Koi barso ka.. musafir
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai
Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai
Usaki jarasi jyot sahi..
Par door se usako dekh
Koi barso ka.. musafir
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai

Maine jate jate jana kaun hai
Apna kaun paraya..

Maine jaate jaate jana kaun hai
Apna kaun paraya
Bas tu hi mera apna hai
Bas tune pyaar.. nibhaya

Kaam krodh aur lobh
Main dhaj kar ja sakta hoon
Tujhko chahu bhi to main
Kaise bhula sakta hoon
Tera pyar bhi ek bandhan hai
Tu hi bata
Kya main mukti pa sakta hoon

Tu nahi.. janta
Tu mera ab hai kya
Tujhko hoon dekhta
Do dil kaise pighalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat.. aati hai

Din mein soya
Raat aayi to
Ab jaga soya tab ka

Din mein soya
Raat aayi to
Ab jaga soya tab ka

Ab kya suraj dhunde pagale
Dub gaya suraj kab ka..

Barso pehle jo thi
Ek nadi.. pyar ki
Beh gayi woh nadi
Haath ab tu kya malta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai
Raat mein jab ek chhota sa
Nanha sa dipak jalta hai
Usaki jarasi jyot sahi..
Par door se usako dekh
Koi barso ka.. musafir
Girte girte sambhalta hai

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat.. aati hai

Aasma mein..
Jagmag taare
Meri aankh mein..
Jhilmil aansu
Kaha.. chhupa.. hai koi..
Ishaara to de de tu

Samay Ka Pahiya” from Bhoothnath, song composed by Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani and sung by Hariharan, Sukhwinder Singh.

We have tried to perfect the Samay Ka Pahiya lyrics. Still, there could be a few mistakes here and there. Please do drop in a comment below and we will get it rectified as soon as possible. Thanks

Advertisements

4 Comments

  • Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab ka

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab ka

    is corrected as

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya kab tha

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya kab tha…..

  • Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab ka

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab ka

    is corrected as

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab tha

    Din mein soya
    Raat aayi to
    Ab jaga soya tab tha…..

  • Tu nahi.. janta
    Tu mera ab hai kya
    Tujhko hoon dekhta
    Do dil kaise pighalta hai

    Should be corrected as

    Tu nahi.. janta
    Tu mera ab hai kya
    Tujhko hoon dekhta
    Toh dil kaise pighalta hai

Leave a Comment