The Locha-E-Ulfat lyrics from ‘2 States’, starring Arjun Kapoor and Alia Bhatt in lead roles. Directed by Abhishek Verman, the music has been composed by Shankar, Ehsaan and Loy. The lyrics of the song has been penned by Amitabh Bhattacharya. Locha-E-Ulfat sung by Benny Dayal.
Locha-E-Ulfat Lyrics
Iklauta mera dil tha
Bhola bhaala simple tha
Tujhse main takraya
Sarphira ho gaya
Mujhe pyar laga jo
Tujhe laga bhai chara
Armaan to jaage
Main magar so gaya
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Ya tragedy hai
Na hona tha kyun ho gaya..
Locha-e-ulfat ho gaya
Locha-e-ulfat ho gaya
Humn tere mere do nazariye
Nazdeeq hain lekin
Ik baal barabar
Beech mein line hai
Chubhta hi rehta hai
Gadta hi rehta hai
Tujhe fark nahi hai
Tu badi fine hai
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyoon ho gaya
Locha-e-ulfat ho gaya
Locha-e-ulfat ho gaya
Yeh haal behuda hai
Kis mood mein khuda hai
Kyun dil ki dhadkanon se
Maze mein khele ye ludo sanjhao
Kya khaaq dosti hai
Daftar ki naukri hai
Karne ko dil nahi hai
Magar kare jaaun..
Tere aane se pehle theek tha
Ab murjhaya sa jaise koi phool hoon
Pehle tha banda kitna kaam ka
Khaali refill jaisa ab fizool hoon
Raaton ko.. (main jaagun, main jaagun saari neende)
Woh le gayi.. (chura ke, chura ke)
Soun toh.. (khwabon ki khwabon ki khidkiyon se)
Aake tu.. (phir jhaanke chal tu hi batlaa de na)
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Ya tragedy hai
Na hona tha kyun ho gaya..
Locha-e-ulfat ho gaya
Locha-e-ulfat ho gaya
Iklauta mera dil tha
Bhola bhaala simple tha
Tujhse main takraya
Sarphira ho gaya
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Ya tragedy hai
Na hona tha kyun ho gaya..
Locha-e.. locha-e..
Locha-e-ulfat ho gaya (Ho.. hoo..)
Locha-e-ulfat ho gaya (Ho.. hoo..)
Locha-e-ulf..Locha-e-ul
Locha-e-ul..Locha-e-ul
Lyrics: Locha-E-Ulfat – 2 States Song
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer: Benny Dayal
If there are any mistakes in the Locha-E-Ulfat Lyrics from 2 States, please let us know by submitting the corrections in the comments section.
Iklauta mera dil tha
Bhola bhaala simple tha
Tujhse main takraya
Sarphira ho gaya
Mujhe pyar laga jo
Tujhe laga bhai chara
Armaan to jaage
Main magar so gaya
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Ya tragedy hai
Na hona tha kyun ho gaya…
(Locha-e-ulfat ho gaya) – 2
Humn tere mere do nazariye
Nazdeeq hain lekin
Ik baal barabar
Beech mein line hai
Chubhta hi rehta hai
Gadta hi rehta hai
Tujhe fark nahi hai
Tu badi fine hai
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyun ho gaya…
(Locha-e-ulfat ho gaya) – 2
Yeh haal behuda hai
Kis mood mein khuda hai
Kyun dil ki dhadkanon se
Maze mein khele ye ludo samjhao
Kya khaaq dosti hai
Daftar ki naukri hai
Karne ko dil nahi hai
Magar kare jao…
Tere aane se pehle thik tha
Ab murjhaaya sa jaise koi phool hun..
Pehle tha banda kitna kaam ka
Khali refill jaisa ab fizul hun..
Raaton ko..(main jaagun main jaagun saari neendein)
Woh le gayi..(churake churake..)
Soun toh..(khwabon khwabon ki khidkiyon se..)
Aake tu..(hi jhaanke.. chal tu hi batla de na)
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyun ho gaya…
(Locha-e-ulfat ho gaya) – 2
Iklauta mera dil tha
Bhola bhaala simple tha
Tujhse main takraya
Sarphira ho gaya
Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyun ho gaya…
Locha-e.. locha-e..
Loocha-e-ulfat ho gaya..
Locha-e-ulfat ho gaya…
(Locha-e-ulf…)-4