Khwahish Lyrics – Haal-e-dil

The Khwahish lyrics from ‘Haal-e-dil’, starring Amita Pathak, Nakuul Mehta and Adhyayan Suman in lead roles. Directed by Anil Devgan, the music has been composed by Raghav Sachar. The lyrics of Khwahish has been penned by Aditya Dhar.

Khwahish Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Kehthe hai na
Kabhi na kabhi
Kahin na kahin
Kisi se pyar zaroor hotha hai
Koi na koi kahin na kahin kise ke
Liye zaroor bana hotha hai

Dil pe pyar
Pyar ki chaahath
Aur wahin chaahath
Ban te hai dil ke khwaish

Tu mere dil ki pehli khwaish
Tu mere sapno ka jahaan
Haan tu meri khwabon ki mazil hai
Mere armaano ki dastaan

Mehfuz rakhunga palko mein
In lamhon ke yeh silsilein
Har pal dil bar tere
Yaad mein baita rahunga tere khwab mein
Faryaad karthi yeh zindagi
Awaaz karthi yeh dil-lagi
Ummeed ka inthehaan
Hasrath na ban ke reh jaaye

Dil mein base ho tum
Nazron mein tum
Meri arzoo ki gehraiyon mein tum
Bahon ki darmiyan
Saanson ne kuch kahan
Yaadon ki dastan
Ab kar rahe hai bayaan
Chodd na jaana mujhe manzil ki rahon pe
Meri manzil to hai teri khwaish

Tu mere dil ki pehli khwaish
Tu mere sapno ka jahaan ho
Haan bethab dil yeh kehtha hai
Mere dil mein aa bas ja

Khamoshh se yeh dua
Jaane kya asar karjaaye

Madhosh se yeh fiza
Baahon mein apne bulaaye
Aankhon mein aankhen peghal gaye
Ehsaas rangon mein khul gaye
Saanson ko mazil mil gayi
Baathon ko manzil pukaare

Ab tum mere ho sirf meri
Sirf meri
Meri bandage
Meri ibadath
Aur isi ibadath ke
Roshini mein nazar aa raha hai tumhara chehra
Chehra jo meri dua mein bas chuka hai
Aur ab tum banchuke ho meri khwaish

Tu mere dil ki pehli khwaish
Tu mere sapno ka jahaan ho
Tu meri khwabon ki mazil hai
Mere armaano ki dastaan

Tu meri khwabon ki mazil hai
Mere armaano ki dastaan

Lyrics: Khwahish – Haal-e-dil Song
Music Director: Raghav Sachar
Lyrics: Aditya Dhar
Singer: Sunidhi Chauhan, Shaan, Raghav Sachar

If there are any mistakes in the Khwahish Lyrics from Haal-e-dil, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment