The Jeetne Ke Liye lyrics from ‘Azhar’, featuring Emraan Hashmi, Prachi Desai and Nargis Fakhri. Directed by Tony D’Souza, the music has been composed by Amaal Mallik. The lyrics of Jeetne Ke Liye has been penned by Kumaar. The song has been sung by K K .
Jeetne Ke Liye Lyrics
Aasmaan bhi haarta hai
Zameen pe waqt guzaarta hai
Phir se unchaiyon ki chah mein
Zindagi jo toot’ti hai
Neend saari roothti hai
Honsla mil hi jaata hai raah mein
Phir udega dil unn udano mein
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..Jeetne ke liye
Jeetne ke liye…
Kehte hain yeh iraade sabhi
Toota hoon main bikhra nahi
Dhoop mein jo pighal jaaye
Main woh barf ka tukda nahi
Na darega dil inn tufano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..Jeetne ke liye
Jeetne ke liye…
Din mein dekhi raate kayi
Hone lagi subah nayi
Andheron ki dararon se ab
Dikhe lagi hai roshni
Na darega dil imtihaano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..Jeetne ke liye
Jeetne ke liye…
Lyrics: Jeetne Ke Liye – Azhar Song
Music Director: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Singer: K K
If there are any mistakes in the Jeetne Ke Liye Lyrics from Azhar, please let us know by submitting the corrections in the comments section.
Na darega dil inn tufano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
wow what a song yrrr
KK Rockssss :*