Deewana Maine To Deewana Lyrics – Mehbooba

The Deewana Maine To Deewana lyrics from ‘Mehbooba’, starring Ajay Devgan, Sanjay Dutt and Manisha Koirala. Directed by Afzal Khan, the music has been composed by Ismail Darbar. The lyrics of the song have been penned by Anand Bakshi. The film was released on July 11th 2008.

Deewana Maine To Deewana Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Sir sajde mein jhuk jaaye to
Use log ibaadath kehthe hai
Dil sajde mein jhuk jaaye to
Use log mohabbat kehthe hai
Yeh husn-o-ishq ki
Ithni haseen mehfil hai
Kisi ki.. Zulf mein atka hua mera dil hai

Aaa..Ri..Re..Ri..Re..Ro….
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana,
Diwaana, diwaana, diwaana (repeat 2 times)

Mein diwaana, mein diwaana
Ho mein diwaana, mein diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Mehbooba ka diwaana
Diwaana mein to diwaana
Woh shama mein parwaana

Diwaana, diwaana, diwaana
Apni mehbooba ki tareef kartha rehtha hai
Kuch bhi kehtha hai
Is diwaane ki baathon mein na jaana
Ki mein bhi hoon, apni jaan ka diwaana
Diwaana mein to diwaana bin piye masthana

Woh chand hai, woh chandini
Woh geet hai, woh baansuri
Woh jaan hai, woh zindagi
Zindagi, zindagi, haan zindagi
Zindagi, ho zindagi, ho zindagi
Zindagi, zindagi, haan zindagi, zindagi

Tu apni mehbooba ki
Mujhko tasveer dikhana
Dekh ke isko hosh mein rehna
Josh mein na aajaana
Mein to diwaana, mehbooba ka diwaana
Diwaana mein to diwaana
Woh shama mein parwaana

Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana,
Diwaana, diwaana, diwaana
Mein diwaana, mein diwaana,
Ho mein diwaana, mein diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana apni jaan ka diwaana
Diwaana mein to diwaana bin piye masthana

Ruke nazar nazar, jhuke nazar nazar
Dil haathon se aaj nikal jaaye
Kahin aag lage kahin pyaas jage
Use chule jo haath woh jal jaaye
Kuch naam patha to bathlana..
Mera dil me rahe wo jaan-e-jaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana

Kya tu hai diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana
Ji hai ji mein to diwaana, mehbooba ka diwaana
Diwaana mein to diwaana, diwaana masthana

Ek gul hai woh, bulbul hai woh
Khushboo hai woh; jadoo hai woh
To lag gayi, haan lag gayi
Lag gayi, lag gayi haan lag gayi, lag gayi
Lag gayi, lag gayi,
Lag gayi, lag gayi haan lag gayi, lag gayi
Root kahin na jaaye mujhse mera yaar purana
Toot na jaaye hum dono ka barson ka yaraana
Hai mein to diwaana, woh shama mein parwaana
Diwaana mein to diwaana, bin piye masthaana

Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Yeh diwaana, yeh diwaana, yeh diwaana, yeh diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana
Diwaana, diwaana, diwaana diwaana
Mehbooba ka diwaana, diwaana yeh to
Diwaana apni jaan ka diwaana
Diwaana, diwaana..Diwaana, diwaana ho..

Deewana Maine To Deewana Song Lyrics Details

Song Title: Deewana Maine To Deewana
Music Director: Ismail Darbar
Lyrics: Anand Bakshi
Singer(s): Sukhwinder Singh, Sonu Nigam, Aslam Sabri
Song Duration (mm:ss): 9:04

Movie: Mehbooba (2008)
Director: Afzal Khan
Starcast: Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Kader Khan, Reema Lagoo, Bindu, Asrani, Himani Shivpuri, Annu Kapoor
Producer: Afzal Khan
Banner: Adlabs Films Ltd, Shaboo Arts
Release Date: July 11th 2008
For more details: Mehbooba Movie Page

If there are any mistakes in the Deewana Maine To Deewana Lyrics from Mehbooba, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

2 Comments

Leave a Comment