Awari Lyrics – Ek Villain

The Awari lyrics from ‘Ek Villain’, starring Siddharth Malhotra and Shraddha Kapoor in lead roles. Directed by Mohit Suri, the music and lyrics of Awari has been penned by Rabbi Ahmed and Adnan Dhool. The song has been sung by Adnan Dhool and Momina Mustehsan.

Awari Lyrics

Teri baahon mein jo sakoon tha mila
Main dhoonda bahut tha
Phir na mila..

Duniya chhoona chahe mujhko yun
Jaisay unki saari ki saari main
Duniya dekhe roop mera
Koi na jaane bechari main

Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hoi awari main (Repeat once)

Koi shaam bulaye
Koi daam lagaye
Main bhi upar se hansti
Par andar se haaye
Kyun dard chupaye baithi hoon
Kyun tu mujhse kehti hai
Main khud hi bikhra huaa

Haaye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main

Main jee bharke ro lun
Teri baahon mein so lun
Aa phir se mujhe mill
Main tujhse ye bolun
Tu anmol thi
Pal pal bolti thi
Aisi chup tu laga ke gayi
Saari khushiyaan kha ke gayi

Haaye, andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye, teri hoon saari ki saari main
Ho.. tere liye na saari main

Lyrics: Awari – Ek Villain Song
Music Director: Rabbi Ahmed, Adnan Dhool
Lyrics: Rabbi Ahmed, Adnan Dhool
Singer: Adnan Dhool, Momina Mustehsan

If there are any mistakes in the Awari Lyrics from Ek Villain, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

10 Comments

  • i think last line is incorrect may be it is”ho…..pr tere liye bazaari mein”

    Baazari is synonym of prostitute……………..

  • ¤Awari – Correct Lyrics

    Teri baahon mein jo sukoon tha milaa..
    Maine dhoonda bahut par..
    Phir na milaa..
    Duniya chhoona chaahe mujhko yunn..
    Jaise unki saari ki saari main..
    Duniya dekhe roop mera..
    Koi na jaane bechaari main..
    Haaye..
    Tooti saari ki saari main…
    Tere ishq mein hoi awaari main..
    Haaye..
    Tooti saari ki saari main….
    Tere ishq mein hoi awaari main..
    Koi shaam bulaaye..
    Koi daam lagaaye..
    Main bhi upar se hansti..
    Par andar se haaye..
    Kyun dard chupaaye.. Baithi hai..
    Kyun tu mujhse kehti hai..
    Main toh khud hi bikhra huaa..
    Haaye..
    Andar andar se toota main..
    Tere ishq mein khud hi se rootha main..
    Haaye..
    Andar andar se toota main….
    Tere ishq mein khud hi se rootha main….
    Main jee bharke ro loon..
    Teri baahon mein so loon..
    Aa phir se mujhe mill..
    Main tujhse yeh boloon..
    Tu anmol thi..
    Pal pal bolti thi..
    Aisi chup tu lagaa ke gayi..
    Saari khushiyaan kha ke gayi….
    Haaye..
    Andar andar se toota main..
    Tere ishq mein khud hi se rootha main..
    Haaye..
    Teri hoon saari ki saari main..
    Ho..
    Par tere liye baazaari main…..

  • Appreciating the persistence you put into your website and detailed information you present.
    It’s awesome to come across a blog every once in a while that isn’t the same outdated rehashed information. Excellent read!
    I’ve saved your site and I’m including your RSS feeds to my
    Google account.

Leave a Comment