Banda Re Lyrics – Raaz 2

Movie: Raaz – The Mystery Continues also known as Raaz 2 (2008)
Music Director: Raju Singh
Director: Mohit Suri
Producer: Mukesh Bhatt
Lyrics: Sayeed Quadri
Starring: Emraan Hashmi, Adhyayan Suman, Kangna Ranaut
Song Title: Banda Re

Banda Re Lyrics

Aaaiyee…hoo…
Aaaaa….aaaa…

Ohoo…
Moko kahan dhoondhe re bande,
Main to tere paas mein,
Naa teerath mein naa murat mein,
Naa ekaant niwaas mein,
Hoo…naa mandir mein naa masjid mein,
Naa kaabe kailash mein,
Main to tere paas mein bande,
Main to tere paas mein..
Heyyy bande re…

Hoo..khoji hui turant mil jau,
Ek pal ki talaash mein,
Kehat kabir suno bhai sadho,
Main to hu vishwas mein,
O bandaa re, main to tere paas mein,
O bandaa re, main to tere paas mein..

Ooo..naa main jap mein ,
Naa mein tap mein,
Naa bharat upaas mein,
Naa main kriya karam mein rehta,
Naa hi joge sanyaas mein,
Nahi praan mein, nahi peend mein,
Naa brahmaand akaash mein,
Naa mein prakriti pravar gufa mein,
Naa hi swaas ki saans mein,
Hoo..khoji hui turant mil jau,
Ek pal ki talaash mein,
Kehat kabir suno bhai sadho,
Main to hu vishwas mein,
O bandaa re, main to tere paas mein – 4 times

Advertisements

21 Comments

Leave a Comment