The Teri Fariyad lyrics from ‘Tum Bin 2’, featuring Neha Sharma, Aditya Seal and Aashim Gulati. Directed by Anubhav Sinha, the music has been composed by Ankit Tiwari . The lyrics of Teri Fariyad has been penned by Shakeel Azmi. The song has been sung by Jagjit Singh and Rekha Bhardwaj.
Teri Fariyad Lyrics
Ab koi aas na
Umeed bachi ho jaise
Ab koi aas na
Umeed bachi ho jaise
Teri fariyad magar
Mujhme dabi ho jaise
Jaagte jaagte ik umrr
Kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umrr
Kati ho jaise
Ab koi aas na
Umeed bachi ho jaise
Raste chalte hai
Magar panv thame
Lagte hai
Hum bhi iss barf ke
Manzar mein
Jame lagte hai
Jaan baaki hai magar
Saans ruki ho jaise
Hmmm.. Hmmm…
Waqt ke paas
Lagti phir bhi hai
Marham bhi hai
Kya karun main ki
Mere dil mein
Tera gham bhi hai
Meri har saans tere naam
Likhi ho jaise
Koi fariyaad tere dil mein
Dabi ho jaise
Kis ko naraazi karun
Kis se khafa ho jaun
Aks hai dono mere
Kis se juda ho jaun
Mujhse kuch teri nazar
Puch rahi ho jaise
Raat kuch aise kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan nikalne ki
Khabar hi naa mili
Zindagi tez bahoth tez
Chali ho jaise
Zindagi tez bahoth tez
Chali ho jaise
Kaise bichhdo ke
Woh mujhme hi
Kahin rehta hai
Us se jab
Bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai
Woh nazar chup ke
Mujhe dekh rahi ho jaise
Hmm… Hmm…
Lyrics: Teri Fariyad – Tum Bin 2 Song
Music Director: Ankit Tiwari (Based on the Original song by Nikhil Vinay)
Lyrics: Shakeel Azmi (Based on the Original Ghazal by Faaiz Anwar)
Singer: Jagjit Singh & Rekha Bhardwaj
If there are any mistakes in the Teri Fariyad Lyrics from Tum Bin 2, please let us know by submitting the corrections in the comments section.
Jagjit Singh is just Superb and Mind-blowing……This song is amazing…..
Waqt ke paas latife bhi hai
Marham bhi hai…
Indicine correct it
Waqt ke paas latife bhi hai
Marham bhi hai
waqt me paas lateefen bhi hain
marham bhi hain…
indicine correct it