Bol Rahi Hai Payal Lyrics – Revolver Rani

The Bol Rahi Hai Payal lyrics from ‘Revolver Rani’, starring Vir Das and Kangana Ranaut in lead roles. Directed by Sai Kabir, the music has been composed by Sanjeev Srivastava. The lyrics of the song has been penned by Shaheen Iqbal. Bol Rahi Hai Payal sung by Avi Dutta and Anwessha.

Bol Rahi Hai Payal Lyrics

Saajan saajan saajan yun aana saajan
Saajan saajan saajan my only saajan
Saajan saajan saajan yun aana saajan
Saajan saajan saajan my only saajan

Bol rahi hai payal sanam
Kar de labon se ghaayal sanam
Bol rahi hai payal sanam
Kar de labon se ghaayal sanam
Pyaasi nazar yeh kehti hai tujhse
Banke baras jaa badal sanam
Tu jaan-e-jigar, tu jaan-e-adaa
Teri aashiqui pe main hoon fida

Hmm..hmm..hey hey ha ha..

Aadat hai tu meri tu nasha bhi
Paapi hai tu mera, devata bhi
Ho.. Dil mein jigar mein tu bas gayi yun
Haan karta hai raat-din dil gutargoon
Kabhi ankhiyan churaaye
Kabhi ankhiyan milaaye
Jalwa tera dekhe sara zila

Hmm.. aaha.. hey hey..

Saajan saajan saajan yun aana saajan
Saajan saajan saajan my only saajan

Haan ghoonghat ki aad se yaar dilbar
Kaajal se naam likh mere dil par
Ho.. Shaayar hai tu mera shayari main
Ho.. Tujhpe teri kasam mar gayi main
Jaan-e-man, jaan-e-jaan tujhpe marta hai dil
Love tujhe love aa karta hai dil

Hmm.. aaha.. hey hey..

Haan bol rahi hai payal sanam
Aa kar de labon se ghaayal sanam
Pyaasi nazar yeh kehti hai tujhse
Banke baras jaa badal sanam
Tu jaan-e-jigar, tu jaan-e-adaa
Teri aashiqui pe main hoon fida

Hmm.. aaha.. hey hey..

Lyrics: Bol Rahi Hai Payal – Revolver Rani Song
Music Director: Sanjeev Srivastava
Lyrics: Shaheen Iqbal
Singer: Avi Dutta, Anwesha

If there are any mistakes in the Bol Rahi Hai Payal Lyrics from Revolver Rani, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment