Meherbaniyan Lyrics – Veer

The Meherbaniyan song from Anil Sharma’s Veer. If there are any mistakes in the Meherbaniyan lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Meherbaniyan – Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: Veer (2010)
Music Director:Sajid Wajid
Director: Anil Sharma
Lyricist: Gulzar
Starring: Salman Khan, Lisa Lazarus, Mithun Chakraborty, Sohail Khan and Jackie Shroff
Song Title: Meherbaniyan
Singer(s): Sonu Nigam
Release Date: January 22, 2010

Meherbaniyan Lyrics

Dhoom hey..
Dhoom hey…
Dhoom hey…
Hey… hey… hey… hey…

Kitne rang aate jaate hain (hey)
Aap ke do rukh saaron par (hey)

Arey kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Ek khaya ka rang gulabi
Dhoop chadi khosahron par
Kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Arey har ek ada masoom hai
Har ek ada meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan

Raat ki baat hai, baat hai mere khwab ki
Aadi raat ko haan zara zara sa halka zara zara jalka
Aasman pe raat ko, aap the ya poora chaand tha
Aadi raat ko haan zara zara sa halka zara zara jalka

Kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Arey har ek ka ada masoom hai
Har ada meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan

Kisko hosh hai, hosh hai kisko ishq mein
Dil madhosh hai arey bade aankh kahin bade paaon kahin
Madhoshi mein hosh hai, aap hai mere samne
Arey mujhko thaam lo zara re
Pade aankh kahin re pade paaon kahin

Aare Kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Har ek ada masoom hai
Har ek ada meherbaan

Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan hai, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan

Advertisements

13 Comments

Leave a Comment