Zor Laga Ke Haisha Lyrics – Yaariyan

The Zor Laga Ke Haisha lyrics from ‘Yaariyan’, starring Himansh Kohli and Serah Singh in lead roles. Directed by Divya Khosla, the music has been composed by Arko Pravo Mukherjee. The lyrics of the song has been penned by Irshad Kamil. Zor Lagaake Haishaa sung by Vishal Dadlani.

Zor Laga Ke Haisha Lyrics

Hum jawaan khoon ki garmi se
Narmi se ya besharmi se
Hum jawaan khoon ki garmi se
Narmi se ya besharmi se

Jo thaan liya kar jayenge
Ab jeet ke hi ghar jayenge
Jo thaan liya kar jayenge
Ab jeet ke hi ghar jayenge

Chal zor lagaake haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Chal zor laga ke haisha
Chal kadam badha ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam

Aazaadiyon.. ki kya hadein
Na hausalon ki hai sarhadein
Hum parvaton.. ko cheer dein
Hum aandhiyon ko na raah dein

Ho ishq ya jung zamaane se
Dono mein jeet zaroori hai
Duniya ke apne laalach hain
Dil ki apni majboori hai
Yeh baat bata kar jaayenge
Hum khwaab saja kar jayenge
Yeh baat bata kar jayenge
Hum khwaab saja kar jayenge…

Chal zor lagaake haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Chal zor laga ke haisha
Chal kadam badha ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam

Kya dooriyan, kya faasle
Be khauf se yunhi chalte chale
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai kayi pairon dale

Hum khushiyon ke hain saudagar
Sab ke aansu pee jaate hain
Jab jug samjhe be jaan humein
Hum hanste hain jee jaate hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum Hindi Hundustani hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum Hindi Hundustani hain

Chal zor laga ke haisha
Jhanda fehra ke haisha
Chal zor lagaake haisha
Sab saath nacha ke haisha
Chal pyaar jataa ke haisha
Jana Gana Mana gaa ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum kadam

Lyrics: Zor Lagaake Haishaa – Yaariyan Song
Music Director: Arko Pravo Mukherjee
Lyrics: Irshad Kamil
Singer: Vishal Dadlani

If there are any mistakes in the Zor Laga Ke Haisha Lyrics from Yaariyan, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

  • Zor Lagaake Haishaa – Lyrics

    Hum jawaan khoon ki garmi se..
    Narmi se ya besharmi se..
    Hum jawaan khoon ki garmi se..
    Narmi se ya besharmi se..
    Jo thaan liya kar jaayenge..
    Ab jeet ke hi ghar jaayenge..
    Jo thaan liya kar jaayenge..
    Ab jeet ke hi ghar jaayenge…
    Chal zor lagaake haishaa..
    Chal kadam badha ke haishaa..
    Chal zor lagaa ke haishaa..
    Chal kadam badha ke haishaa..
    Iraadon mein hai dum..
    Hawaa ke hum kadam..
    Aazaadiyon..
    Ki kya hadein..
    Na hauslon ki hai sarhadein..
    Hum parvaton..
    Ko cheer dein..
    Hum aandhiyon ko na raah dein..
    Ho ishq ya jung zamaane se..
    Dono mein jeet zaroori hai..
    Duniya ke apne laalach hain..
    Dil ki apni majboori hai..
    Yeh baat bata kar jaayenge..
    Hum khwaab sajaa kar jaayenge..
    Yeh baat bata kar jaayenge..
    Hum khwaab sajaa kar jaayenge…
    Chal zor lagaake haishaa..
    Chal kadam badha ke haishaa..
    Chal zor lagaake haishaa..
    Chal kadam badha ke haishaa..
    Iraadon mein hai dum..
    Hawaa ke hum kadam..
    Kya dooriyan..
    Kya faasle..
    Bekhauf se yunn hi chalte chale..
    Yeh jaanti hai manzilein..
    Toofan hai kayi pairon tale..
    Hum khushiyon ke hain saudaagar..
    Sab ke aansu pee jaate hain..
    Jab jug samjhe be jaan humein..
    Hum hanste hain jee jaate hain..
    Yeh aadat bohat puraani hai..
    Hum hindi hundustani hain..
    Yeh aadat bohat puraani hai..
    Hum hindi hundustani hain…
    Chal zor lagaake haishaa..
    Jhanda fehra ke haishaa..
    Chal zor lagaake haishaa..
    Sab saath nacha ke haishaa..
    Chal pyaar jataa ke haishaa..
    Jan gan man gaa ke haishaa..
    Iraadon mein hai dum..
    Hawaa ke hum kadam..

Leave a Comment