The Toh Zinda Ho Tum Lyrics from Hrithik Roshan, Katrina Kaif, Farhan Akhtar and Abhay Deol’s Movie Zindagi Na Milegi Dobara. If there are any mistakes in the Toh Zinda Ho Tum Lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.
Zoya Akhtar Directed Movie Zindagi Na Milegi Dobara Produced by Farhan Akhtar, Ritesh Sidhwani’s Excel Entertainment and Eros International Media Ltd Banners.
Toh Zinda Ho Tum Lyricist Javed Akhtar and Music Directed by Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani and Loy Mendonca. The song is sung by Farhan Akhtar.
Zindagi Na Milegi Dobara releases on July 15th, 2011 and Movie featuring Hrithik Roshan, Farhan Akhtar, Abhay Deol, Katrina Kaif, Kalki Koechlin, Ariadna Cabrol and Naseeruddin Shah in key roles.
Toh Zinda Ho Tum Lyrics
Dilon mein tum apni
Betaabiyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum
Nazar mein khwabon ki
Bijliyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum
Hawa ke jhokon ke jaise
Aazad rehno sikho
Tum ek dariya ke jaise
Lehron mein behna sikho
Hal ek lamhe se tum milo
Khole apni bhaayein
Har ek pal ek naya samha
Dekhen yeh nigahaein
Jo apni aankhon mein
Hairaniyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum
Dilon mein tum apni
Betaabiyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum
Toh Zinda Ho Tum Lyrics – Bollywood Hindi Song Lyrics
Movie: Zindagi Na Milegi Dobara
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Javed Akhtar
Singer(s): Farhan Akhtar
Director: Zoya Akhtar
Producer: Ritesh Sidhwani, Farhan Akhtar
Banner: Excel Entertainment, Eros International Media Ltd
Cast: Hrithik Roshan, Katrina Kaif, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Ariadna Cabrol, Kalki Koechlin, Naseeruddin Shah
Song Title: Toh Zinda Ho Tum Song Lyrics, Tho Zinda Ho Tum Lyrics
Release Date: July 15th, 2011
There is a mistakes in some places: –
1)Aazad REHNO sikho – REHNA
2)HAL ek lamhe se tum milo – HAR
Make sure the mistakes in the capital are changed which are also capital.
Thank You.
jab jab dard ka baadal shaya, jab gum ka saya lehraya, jab aansu palkon tak aaya, jab yeh tanha dil gabraya, humne dil ko yeh samjaya, dil aakhir tu kyun rota hai, duniya me yun hi hota hai, yeh jo gehre sannate hain, waqt ne sabko hi baantein hain, thoda gum hai sabka kissa , thodi dhoop hai sabka hisssa, aank teri bekar hi num hai, har pal ik naya mausam hai, kyun tu aise pal khota hai,dil akhir tu kyun rota hai
Awesum lyrics
Łove thm <3
Thanks Pial for posting that poem. The poetry in this movie was amazing. Maybe a parent’s love for his children reflecting his best.
thanks for posting the shyari its lovely. please post more of them ……..
Nice 1
Ek baat honthon tak hai jo aai nahin
bus aankhon se hai jhaankti
tumse kabhi mujhse kabhi
kuch lafz hai wo maangti
jinko pahan ke honthon tak aa jaye wo
aawaz ki baahon mein baahein daal ke ithlaye wo
lekin ye jo ek baat hai
ehsaas hi ehsaas hai
khushboo si hai jaise hawa mein tairti
khushboo jo be-aawaz hai
jiska pata tumko bhi hai jiski khabar mujhko bhi hai
duniya se bhi chhupta nahin
ye jaane kaisa raaz hai
Woh dil ka bura, na bewafa tha
Bus,mujh say yoonhi bicharr gaya tha
Lafzoon ki hadoon say mawara tha
Aab kis say kahoon woh shakhs kaha tha?
Woh meree ghazal ka aaeina tha
Her shakhs yeh baat janta tha
Her simat ussi ka tazkara tha
Her dil main woh jaisay bus raha tha
Mein uss ki ana ka aasara tha
Woh mujh say kabhi na roothta tha
Mein dhoop k bun main jal raha tha
Woh saya-abr ban gaya tha
Mein banjh rutoon ka aashana tha
Woh mosam-e-gul ka zaiqa tha
Ek bar bicharr kay jab mila tha
Woh mujh say lipatt kay ro pada tha
Kia kuch na ussay kaha gaya tha?
Uss nay to laboon ko see liya tha
Woh chand ka hamsfer tha shayed
Ratoon ko tamam jagta tha
Hontoon main guloon ki naram khushboo
Batoon main to shehad gholta tha
Kehnay ko juda tha mujh say lekin
Woh meree ragoon main gonjata tha
Uss nay jo kaha, kiya woh dil nay
Inkar ka kis main hosala tha
Yoon dil main thi yaad uss ki jaisay
Masjid main charragh jal raha tha
Mat pooch hijab k qareenay
Woh mujh say bhi kam hee khul saka tha
Uss din mera dil bhi tha paresha’n
Woh bhi meray dil say kuch khafa tha
Mein bhi tha dara howa sa lekin
Rang uss ka bhi kuch udda udda tha
Ek khof sa hijar ki rutoon ka
Dono pay muheet ho chala tha
Ek rah say mein bhi tha gurezaa’n
Ek mod pay woh bhi ruk gaya tha
Ek pal main jhapak gaein jo aankhein
Manzer he nazer main dosara tha
Socha to theher gaey zamanay
Dekha to woh door ja chuka tha
Qadmoon say zamee’n sirak gaee thi
Soraj ka bhi rang sanwala tha
Chaltay howay log ruk gay thay
Thehra howa sheher ghoomata tha
Sehmay howay paid kanpatay thay
Patoon main heeras reengata tha
Rakhta tha mein jis main khawab apnay
Woh kanch ka ghar chatakh gaya tha
Hum donoo ka dukh tha aik jaisa
Ehsas mager juda juda tha
Kal shab woh mila tha dostoo’n ko
Kehtay hain uddas lag raha tha
Mohsan yeh ghazal hee keh rahi hai
Shayed tera dil dukh howa tha
hoti hai subha phir yeh raat ho jati hai
chalo acha hai sitroon sae baat ho jati hai
hal-e-dil kab tak suntaein rahein gaye hum in ko
roz ki tarah roz, koi na koi nai bat ho jati hai
ghum sunanein k liye bi ik aur chaiye humein
kyun kar falaq sae bi aksar barsaat ho jati hai
chand bi hum sae milta AKSAAR sirf ada ada
Phir bi ACHA HAI aksar hum sae mulaqat ho jati
RAAT KI CHANDI MAIN NEED KA GALIB BI AJANA AKSAAR
HASEEN HAI ,KHAWABOON MAIN MULAQAT HO JATI HAI
Meri Dharkano me Aap ka Hi Raz Hoga,
Meri Bat Ka Bas YeHi Andaz Hoga,
Kabhi Bewafaee Nahin Karte Hum Dosti Me,
Meri Dosti Pe Aap Ko Hamesha Naz Hoga!!!
`
… Har Sitara Chand k karib nahi hota,
Dil ki Daulat wala garib nahi hota,
Dost tum jaisa mila hai mukaddar se,
Har kisi ka aisa nasib nahi hota….
`
Taron ko ginne wale hum na the,
akele gungunane wale hum na the,
ye to apki Dosti ne aadat laga di…
warna kisi ko itna yaad karne wale hum na the…
`
Har khushi Dil k karib nahi hoti,
zindagi gamo se dur nahi hoti,
ae Dost is Dosti ko sanjokar rakhna,
aisi Dosti har kisi ko nasib nahi hoti…
`
Agar itni Pyari soch tumhari na hoti,
mulakat tumse humari na hoti
tadapte rehte sachche Dost k liye
agar Dosti tumse humari na hoti…
5-9 ce1c anh trong band m?i chednh th?c ve0o phf2ng thu, thu xong cf2n ch?nh s?a master, mix ?? ki?u sau ?f3 l?i xin gi?y phe9p, degsin cover n?a. Che0 che0 1 the1ng me0 le0m b?y nhieau ?f3 th? thec qu? le0 c?c k? n?ng n?. ce1c fans ch? ??i m?t s?n ph?m ch?t l??ng nean cf3 tr? ?f4i ba tu?n c?ng k sao c?.
“Kahun K Kia Ho Tum….?”
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
Really enjoyed this blog post.Thanks Again. Much obliged.
This design is steller! You certainly know how to keep a reader amused.
Between your wit and your videos, I was almost moved to start my own blog (well, almost…HaHa!) Wonderful job.
I really loved what you had to say, and more than that, how you presented it.
Too cool!
437692 58052I real glad to discover this internet web site on bing, just what I was looking for : D likewise saved to bookmarks . 951570