Titliyan Lyrics – Rocky Handsome

The Titliyan lyrics from ‘Rocky Handsome’, featuring John Abraham and Shruti Haasan in the lead. Directed by Nishikant Kamat, the music has been composed by Sunny Bawra and Inder Bawra. The lyrics of Titliyan has been penned by Sagar Lahauri. The song has been sung by Sunidhi Chauhan.

Titliyan Lyrics

Look at my eye, tell me a lie
Give me a try bye bye
Let me a role, give me control
Leave the whole bye bye
This is the time do the crime
We’re otta line bye bye
Let me a role, give me control
Leave the whole bye bye

Hello na ishq mein chalein
Udhaar ya kabhi
Jo hai abhi mera, de de tu

Hello ye neendon ka nasha
Jo aankhon mein hai bhara
Tera hai tera, le le tu

Ye titliyan hain
Jo udd gayi toh
Jo mud gayi toh
Phir kabhi na mile
Labon ke pyaale
Tere hawale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..

Yahin bas yahin raat hai zindagi
Kal tu hoga kahin
Main kahin aur…
Yahan bas yahan
Banti hain kismatein
Khatam hote hain tisnagi ye daur..
Aa ha aha..

Hello yeh raatein jo gayi
Toh naa mile kabhi
Ye hai teri abhi, jee le tu

Hello yeh husn ki gali
Hai chaand ki dali
Ye jaam sharbati, pee le tu

Ye titliyan hain
Jo udd gayi toh
Jo mud gayi toh
Phir kabhi na mile
Labon ke pyaale
Tere hawale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..

Adaa har ada, mein bhari shokhiyan
Husn kehte jise hai reshmi dor..
Haan yahin bas yahin hai zameen pe jannatein
Waqt ye keh raha aa meri aur…
Aa ha…

Hello ameer ho rahi faqeeriyan meri
Jo kho raha mera khone de

Hello yeh khwabon ka safar
Fakat hai raat bhar
Jo ho raha tera hone de

Ye titliyan hain
Jo udd gayin toh
Jo mud gayin toh
Phir kabhi na milein

Labon ke pyaale
Tere hawale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..

Lyrics: Titliyan – Rocky Handsome Song
Music Director: Sunny Bawra, Inder Bawra
Lyrics: Sagar Lahauri
Singer: Sunidhi Chauhan

If there are any mistakes in the Titliyan Lyrics from Rocky Handsome, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment