Teri Aankhon Mein Lyrics: Neha Kakkar

Teri Aankhon Mein is a new hindi song sung by Neha Kakkar and Darshan Raval. Music is given by Manan Bhardwaj. The video features Divya khosla.

Check out the Teri Aankhon Mein lyrics:

Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de
Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de

Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein
Maan ja tu jeena yeh aasan kar de
Tu khol mere dil ko aur lele talaashi
Koyi bhi milega na tere siwa ..tere siwa

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

oohhh ohhhh ohhhh ohhh…..

Bhar ke rakhti hoon jebein
Main main dil ki apni
Bol kitna tu maange udhar
Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyaar

Bai tha hai gussa teri naak pe aise
Thok diya tujhko maine chhod diya jaise Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise


Nikaal na zubaan se aise marne ki baat Pyar aisa karunga
Ke tu degi shabashi
Misaal main dunga
Apne pyar ki bada

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Tu bole na mujhe kuchh
Aur main sunti rahun
Aise pyar karte karte
Duniya ko chhod doon

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Advertisements

Leave a Comment