Taaron Ka Chamakta Lyrics – Hum Tumhare Hain Sanam

The Taaron Ka Chamakta lyrics from ‘Hum Tumhare Hain Sanam’, starring Shahrukh Khan, Salman Khan and Madhuri Dixit in lead roles. Directed by K S Adhiyaman, the music has been composed by Nikhil-Vinay. The lyrics of Taaron Ka Chamakta has been penned by Sameer.

Taaron Ka Chamakta Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Taaron ka chamakta gehna ho…(Repeat once)
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Yeh phool tumhaare zevar hai
Yeh chaand tumhaara aaina
Tum jab aise sharmaati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena
Har aaina tumko dekhe
Tum to aisi shehzadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Meri behna hai phool baharon ka
Meri behna hai noor nazaron ka
Meri behna ke jaisi koi behna nahin
Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahin
Jaise hai chaand sitaron mein
Meri behna hai ek hazaron mein
Hum jaise bhole bhaalo ki
Yeh duniya to hai dilwalo ki…(Repeat 2 times)
Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Khushiyon ke melon mein baitho
Koyi gham na tumhare paas aaye
Na umar ka pehra ho tum pe
Meri dil ki dua yeh rang laaye
Rab hasta hua rakhe tum ko
Tum to hasne ki aadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Lyrics: Taaron Ka Chamakta – Hum Tumhare Hain Sanam Song
Music Director: Nikhil-Vinay
Lyrics: Sameer
Singer: Udit Narayan, Bali Brahmabhatt

If there are any mistakes in the Taaron Ka Chamakta Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment