Khoon Kharaba Tabaahi Lyrics – Attacks of 26/11

The Khoon Kharaba Tabaahi lyrics from ‘The Attacks Of 26/11’, starring Nana Patekar, Sanjeev Jaiswal and Ganesh Yadav. Directed by Ram Gopal Varma, the music has been composed by Amar Mohile. The lyrics of the song have been penned by Rashid Iqbal. ‘Khoon Kharaba Tabaahi’ has been sung by Suraj Jagan.

Khoon Kharaba Tabaahi Lyrics

Khoon kharaba tabaahi
Inki hai pehechan

Inki is fithrat se
Ghinn bhi hai hairaan
Kaun hai ye haivan
kaun hai ye shetaan
Pooch raha wo khuda
Kaun hai yeh anjaan
Kisne inhe banaya
Kya hai yeh insaan
Kaun hai yeh haivan
Kaun hai shaitan

Aur toh aur bachon se
Mazhab ko kya khata hai
Mausamon ko jaath daram se
Kya kuch lena dena hai
Kya kuch lena dena hai

Pooch raha wo khuda
Kaun hai yeh anjaan
Kaun hai yeh haivan
Kaun hai yeh shaitan

Cheer diya dil shehron ka
Raksh dikaya darindigi ka
Hosh mein bhi behosh hai yeh
Kaisa sabak hai yeh bandhgi ka
Kaisa sabak hai yeh bandhgi ka

Pooch raha wo khuda..
Kaun hai yeh anjaan
Kisne inhe banaya
Kya hai yeh insaan

Khoon kharaba tabaahi
Inki hai pehechan
Inki is fithrat se
Ghinn bhi hai heiraan

Kaun hai yeh haivan
kaun hai yeh shaitan
Pooch raha wo khuda
Sach mein hai yeh insaan
Sach mein hai yeh insaan
Kya sach mein hai yeh insaan

Khoon Kharaba Tabaahi Song Lyrics Details

Song Title: Khoon Kharaba Tabaahi
Music Director: Amar Mohile
Lyrics: Rashid Iqbal
Singer(s): Suraj Jagan

Movie: The Attacks Of 26/11 (2013)
Director: Ram Gopal Varma
Starcast: Nana Patekar, Sanjeev Jaiswal, Ganesh Yadav
Producer: Parag Sanghavi
Banner: Eros International, Alumbra Entertainment
Release Date: March 1st 2013
For more details: The Attacks Of 26/11 Movie Page

If there are any mistakes in the Khoon Kharaba Tabaahi Lyrics from The Attacks Of 26/11, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

1 Comment

  • I want to tell that
    There is a mistake in the second line of the second stanza which is written as
    “In bhi hai hairaan”
    Instead of “IN’ it should be “GHINN”
    So it would be read as
    “GHINN bhi hai hairaan”

Leave a Comment