Jab Dil Churaya Lyrics – Gunaah

The Jab Dil Churaya lyrics from ‘Gunaah’, starring Dino Morea and Bipasha Basu in lead roles. Directed by Amol Shetge, the music has been composed by Anand Raj Anand. The lyrics of Jab Dil Churaya has been penned by Praveen Bhardwaj.

Jab Dil Churaya Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Chaahat ke sab afsaane dil jin ko sach hi maane
Ban ke woh reh jaate hai ek ansuni sada
Ho kyon dekhke hummne chaahat ke sapne
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda

Yeh dooriyan dil ki majbooriyan dil ki
Sach hai magar phir bhi maane na dil mera
Bheegi si aankhon mein suni si raahon mein
Hum le chale hai kitni yaadon ka karvaan
Ho ab mann hi mann mein deewanapan mein
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Jab dil churaye koyi

Dil mein tamanna hai dil mein iraade hai
Khwaabon ke mele leke jaaon bhi tou kahan
Kuch tum na keh sake kuch hum na keh sake
Jaane kyon ho jaati hai khaamosh yeh zubaan
Kya dil ko ho gaya kya dil kahan koh gaya
Dil sochta hai aur rota hai zar zar
Jab dil churaye koyi apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaaye phir juda
Chaahat ke sab afsaane dil jin ko sach hi maane
Ban ke woh reh jaate hai ek ansuni sada

Lyrics: Jab Dil Churaya – Gunaah Song
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Praveen Bhardwaj
Singer: Alka Yagnik, Babul Supriyo

If there are any mistakes in the Jab Dil Churaya Lyrics from Gunaah, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment