The Ek Duje Ke Vaaste lyrics from Dil To Pagal Hai, starring Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Karishma Kapoor and Akshay Kumar. Directed by Yash Chopra, the music has been composed by Preeti Uttam Singh. The lyrics of the song have been penned by Anand Bakshi. The film was released on October 30th 1997.
Ek Duje Ke Vaaste Lyrics
[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]
Kitne hi door door ho
Unn donon ke raaste
Mil jaate hain jo bane
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Jaise dil hai dhadkan hai (Ek duje ke vaaste)
Jaise aankh hai darpan hai (Ek duje ke vaaste)
Jaise barkha saawan hai (Ek duje ke vaaste)
Ek sajni ek saajan hai
Ek duje ke vaaste (Repeat 2 times)
Aa.. (aa) aa.. (aa)..
Us rab ne jab dil diye
Dil ke do tukde kiye
Dono pe ek naam leikha
Ek Radha ek Shyam likha
Ab ye dil dhadakte hain
Milte aur bichhadte hain
Ek duje ke vaaste (Repeat 4 times)
Aa..aa…aa..
Hum donon ek jaan hain
Do dil ek armaan hain
Lekin ab is mod kar
Dekhein daaman chhod kar
Waqt ka hai ye faisla
Hum tum ho jaayein juda
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Aa..aa..aa..aa…
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek Duje Ke Vaaste Song Lyrics Details
Song Title: Ek Duje Ke Vaaste
Music Director: Preeti Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Singer(s): Lata Mangeshkar, Hariharan
Song Duration (mm:ss): 3:27
Movie: Dil To Pagal Hai (1997)
Director: Yash Chopra
Starcast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Karishma Kapoor, Akshay Kumar, Farida Jalal, Aruna Irani, Deven Verma, Yash Chopra, Rajesh Tandon
Producer: Yash Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: October 30th 1997
For more details: Dil To Pagal Hai Movie Page
If there are any mistakes in the Ek Duje Ke Vaaste Lyrics from Dil To Pagal Hai, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.
nice!
This is a very romantic song
like this song
Touchi song?????
what a song its really melodious song
the mistake is “lekin ab is mod kar” instead of kar par will come…. otherwise its not the problem