Choten Choten Pairon Ke Tale Lyrics – Aamras

The Choten Choten Pairon Ke Tale lyrics from ‘Aamras’, starring Vega Tamotia, Natasha Bharadwaj and Ajay Singh . Directed by Rupali Guha, the music has been composed by Shamir Tandon and Tabun Sutradhar. The lyrics of Choten Choten Pairon Ke Tale has been penned by Subrat Sinha.

Choten Choten Pairon Ke Tale Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Hy..ho..ho..ho

Chhote chhote pairon ke tale
Raste bade ho o o
Nanhe se kandhon pe kyun
Yeh baste bade
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain (Repeat once)

Yeh bhale hai naadaan
Par hai kisisse anjaane nahi
Jitane bhi shaitaan hai
Dekho toh bhagwaan bhi hai yahi
Oo aankhon ki badmaashiyaan
Honto ki gustaakhiyaan
Aankhon ki badmaashiyaan
Honto ki gustaakhiyaan
Inaka bachpan chhudwaane pe
Hum kyun ade hai

Chhote chhote pairon ke tale
Raste bade hain
Nanhe se kandhon pe kyun
Yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain

Ta..na.du.ta.na.na.ta.na.du..
Ta..na..de..re..na
Ta..na..na..
Ta..na..de..re..na

Khaab hai yeh hamaare
Yeh kal ke hai sahaare ji nahi
Chale manjilein apani
Jiye sapane apane liye kyun nahi
Kaagaz ki yeh kashtiyaan
Jinako deti mastiyaan
Kaagaz ki yeh kashtiyaan
Jinako deti mastiyaan
Unako dariya mein tairaane
Par kyun ade hai

Chhote chhote pairon ke tale
Raste bade hain
Nanhe se kandhon pe kyun
Yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain

Lyrics: Choten Choten Pairon Ke Tale – Aamras Song
Music Director: Shamir Tandon, Tabun Sutradhar
Lyrics: Subrat Sinha
Singer: Kailash Kher

If there are any mistakes in the Choten Choten Pairon Ke Tale Lyrics from Aamras, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment