Beete Lamhein Lyrics – The Train

The Beete Lamhein lyrics from ‘The Train’, starring Emraan Hashmi and Geeta Basra in the lead roles. Directed by Hasnain Hyderabadwala and Raksha Mistry, the music has been composed by Mithoon. The lyrics of Beete Lamhein has been penned by Sayeed Qadri.

Beete Lamhein Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai (Repeat once)

Beete lamhein…

Chand lamhaaat ke waaste hi sahi
Muskuraakar mili thi mujhe jindagi (Repeat once)

Teri aaghosh mein din the mere kate
Teri baahon mein thi meri raate kati
Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hai
Dil se saare gamon ko bhula jaate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai (Repeat once)

Beete lamhein…

Mere kaandhe pe sir ko jhukaana tera
Mere sine mein khud ko chhupaana tera (Repeat once)

Aake meri panaahon mein shaamo sehar
Kaanch ki tarah woh toot jaana tera
Aaj bhi jab woh manjar nazar aate hai
Dil ki viraaniyo ko mita jaate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai (Repeat once)

Dard mein.. Beete lamhein..

Lyrics: Beete Lamhein – The Train Song
Music Director: Mithoon
Lyrics: Sayeed Qadri
Singer: K K

If there are any mistakes in the Beete Lamhein Lyrics from The Train, please let us know by submitting the corrections in the comments section

Advertisements

6 Comments

  • Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
    Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hai (Repeat once)

    Beete lamhein…
    #####sum lines r missing in dis lyrics…..da lyrics r missing 4rm hea….pliz cn u add dem #######

    Mere kaandhe pe sir ko jhukaana tera

  • There are two more stanza of this song. I dont know where these stanza lies in this song. I have heard this somewhere
    Kabhi neela neela aasman tha in raston par, teri ek khushi k main badle de dun jahan bhar, khoya sa rahta main teri aakhon me raat bhar,aaj bhi jab wo din mujhko yaad aate hain guzre lamhe zahen me ubhar aate h

    Kis kadar tez raftar thi zindagi , kahkae har taraf thi khushi hi khusi, maine jis din kahi pyar ki baat thi ruk gayi thi achanak wo bahti nadi

Leave a Comment