Banjaara Lyrics – Ek Villain

The Banjaara lyrics from ‘Ek Villain’, starring Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor in lead roles. Directed by Mohit Suri, the music and lyrics by Mithoon. The song has been sung by Mohammad Irfan.

Banjaara Lyrics

Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai

Haan kisi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Hm…hm… Aa..Aa….

Jaise koi kinara
Deta ho sahara
Mujhe woh mila
Kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujala
Waise hi roshan kare
Wo sehar

Dard mere woh bhula hi gaya
Kuch aisa asar hua
Jeena mujhe phirse woh sikha raha

Hm.. Jaise baarish kar de tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar

Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam
Saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada
Khud magar

Chot lagi hai usey phir kyun
Mehsoos mujhe ho rahaa..
Dil tu bata de kya hai iraada tera

Hm.. main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaara ko ghar
Jaise banjaara ko ghar
Jaise banjaara ko ghar
Jaise banjaara ko ghar

Lyrics: Banjaara – Ek Villain Song
Music Director: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Singer: Mohd. Irfan

If there are any mistakes in the Banjaara Lyrics from Ek Villain, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

10 Comments

  • Jise zindagi dhund rahi hai,
    Kya ye wo makaam mera hai,
    Ya chain se bas ruk jaun,
    Kyun dil ye mujhe kehta hai…
    Jazbaat naye se mile hain,
    Jane kya asar ye hua hai,
    Ek ass mili phir mujhko,
    Jo kubool kisi ne kiya hai..
    Haan kisi shayar ki ghazal
    Jo de rooh ko sukoon ke pal
    Koi mujhko
    Yun mila hai
    Jaise banjaara ko ghar
    Naye mausam ki sehar
    Ya sard mein dopahar
    Koi mujhko
    Yun mila hai
    Jaise banjaara ko ghar…

    corrections in the First Para..! :)

  • ¤Bajaaraa – Correct Lyrics

    Jise zindagi dhoondh rahi hai..
    Kya yeh woh makaam meraa hai..
    Yahaan chain se bas ruk jaaun..
    Kyun dil yeh mujhe kehta hai..
    Jazbaat naye se mile hain..
    Jaane kya asar yeh huaa hai..
    Ik aas mili phir mujhko..
    Jo qubool kisi ne kiya hai…
    Haan.. Kisi shaayar ki ghazal..
    Jo de rooh ko sukoon ke pal..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Main mausam ki sehar..
    Ya sard mein dopehar..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Hmm….
    Hmm……
    Aa.. Aa…..
    Jaise koi kinaara..
    Deta ho sahaara..
    Mujhe woh milaa..
    Kisi mod par..
    Koi raat ka taara..
    Karta ho ujaala..
    Waise hi roshan kare..
    Woh shehar..
    Dard mere woh bhula hi gaya..
    Kuch aisa asar huaa..
    Jeena mujhe phirse woh sikha rahaa..
    Hmm..
    Jaise baarish kar de tar..
    Ya marham dard par..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Main mausam ki sehar..
    Ya sard mein dopehar..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Muskaata yeh chehra..
    Deta hai jo pehraa..
    Jaane chhupata kya dil ka samandar..
    Auron ko toh hardam..
    Saaya deta hai..
    Woh dhoop mein hai khada..
    Khud magar..
    Chot lagi hai usse phir kyun..
    Mehsoos mujhe ho rahaa..
    Dil tu bata de kya hai iraada teraa..
    Hmm..
    Main parinda besabar..
    Tha udaa jo darbadar..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Main mausam ki sehar..
    Ya sard mein dopehar..
    Koi mujhko..
    Yunn milaa hai..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Jaise banjaare ko ghar..
    Jaise banjaare ko ghar…..

  • Howdy! This is my first visit to your blog! We are a group
    of volunteers and starting a new project in a community in the same niche.
    Your blog provided us valuable information to work on. You have done a outstanding job!

Leave a Comment