Aye Meri Zindagi Lyrics – Saaya

The Aye Meri Zindagi lyrics from ‘Saaya’, starring John Abraham, Tara Sharma and Mahima Chaudhry in the lead roles. Directed by Anurag Basu, the music has been composed by Anu Malik. The lyrics of the song have been penned by Anand Bakshi, Sayeed Qadri, Praveen Bhardwaj.The film was released on July 4th 2003.

Aye Meri Zindagi Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Aye meri zindagi, tu mere saath hai…(repeat 2 times)
Ab mujhe iss zamaane ki perva nahi
Jaan le loon bhi main, jaan de doon bhi main…(repeat 2 times)
Koi qeemat chukaane ki perva nahi
Aye meri zindagi, tu mere saath hai

Teri chaahat si koi bhi chaahat nahi,
Kiun ke iss mein kahin bhi banaawat nahi
Qudratan husn tera hai sab se haseen,
Duniya daari ki iss mein milaawat nahi…(repeat 2 times)
Issko paana hai mujhko, kisi haal mein…(repeat 2 times)
Iss pe jaan bhi gawaane ki perva nahi
Aye meri zindagi, tu mere saath hai

Hai teriii churiyoon ka khanakna mera,
Aur tere gesuoon ka mehekna mera
Naqsh rehta hai her pal mere jism pe,
Wo lipatna tera, wo simatna tera…(repeat 2 times)
Meri aankhon ko bas tera deedaar ho…(repeat 2 times)
Kuch mujhe aur paane ki perva nahi
Aye meri zindagi, tu mere saath hai…(repeat 2 times)
Ab mujhe iss zamaane ki perva nahi
Aye meri zindagi, tu mere saath hai

Aye Meri Zindagi Song Lyrics Details

Song Title: Aye Meri Zindagi
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Anand Bakshi, Sayeed Qadri, Praveen Bhardwaj
Singer(s): Udit Narayan
Song Duration (mm:ss): 5:23

Movie: Saaya (2003)
Director: Anurag Basu
Starcast: John Abraham, Tara Sharma, Mahima Chaudhry, Zohra Sehgal, Raj Zutshi, Harsh Chhaya, Vishwajeet Pradhan, Rana Jung Bahadur
Producer: Mahesh Bhatt
Banner: Vishesh Films
Release Date: July 4th 2003
For more details: Saaya Movie Page

If there are any mistakes in the Aye Meri Zindagi Lyrics from Saaya, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment