Rubaru Kyun Faaslein Lyrics – Angel

The Rubaru Kyun Faaslein from Nilesh Sahay’s Angel. If there are any mistakes in the Rubaru Kyun Faaslein lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Rubaru Kyun Faaslein – Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: Angel (2011)
Music Director: Amjad Nadeem
Director: Ganesh Acharya
Lyricist: Shabbir Ahmed
Starring: Nilesh Sahay, Madalsa Sharma, Aruna Irani, Manoj Joshi, Vaishali Thakkar
Song Title: Rubaru Kyun Faaslein
Singer(s): Amjad Nadeem, Shweta Pandit
Movie Release Date: February 11th 2011

Rubaru Kyun Faaslein Lyrics

Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtihaan

Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtihaan

hmmn…
Koi to baat hai, Jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, Kya kahen
Koi to baat hai, Jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, Kya kahen

Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage

Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saath hai

Tu hai to ye jahan, Haan mere saath hai
Tu hai to har khushi, Paas paas hai

Haan…
Tu hai to ye jahan, Haan mere saath hai
Tu hai to har khushi, Paas paas hai

Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage

Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saath hai

Akelapan mujhe, Chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera, Har pal hasaata Hai

Akelapan mujhe, Chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera, Har pal hasaata Hai

Koi to baat hai, Jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, Kya kahen

Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe, Kyon ajnabi na lage

Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajaah hai Jo, Saaye ki tarha saa..th hai

Advertisements

5 Comments

Leave a Comment