Rabba Lyrics – Main Aur Mrs Khanna

The Lyrics of Rabba from Prem R Soni’s Main Aur Mrs Khanna. If there are any mistakes in the Rabba lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Rabba – Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: Main Aur Mrs Khanna (2009)
Music Director: Sajid – Wajid
Director: Prem R Soni
Lyricist: Junaid Wasi, Suzanne D’Mello, Jalees Sherwani, Arun Bhairav
Starring: Salman Khan, Kareena Kapoor, Sohail Khan
Song Title: Rabba
Release Date: October 16, 2009

Rabba Lyrics

Rabba hai… rabba
Rabba hai… rabba

Kisi da tu kya laage
Lo tute kache dhaage
Phire dil mara mara
Yaar da tuta sahara
Kyun hai bhala yeh dooriyan
Kyun hai khala ab darmiyan

Rabba… tu itna baata de
Haan baata de baata de raaba
Ki kara main hoon ki kara ve
Haan baata de baata de rabba

Bhaga bhaaga phirta hai yeh dil
Hai jaane aisi kya hain mushkil
Tere bina jeena nahi hai
Tu toh meri saason mein shaamil
Ho teri duaaiya tere sadke soniya
De de rehaiyaa mainu dil se soniya
Dil ka kahi hai kya sahara
Kyu hai bhala ye dooriyaan

Rabba… tu itna baata de
Haan baata de baata de raaba
Ki kara main hoon ki kara ve
Haan baata de baata de rabba

Tere bina jiya na mora laga.. tere bina
Tere bina jiya na mora laga.. tere bina
Jiya na laage

Roota roota rehta hain yeh maan
Hai jaane aisi kya hain uljhan
Tere bin hasta nahi hai
Haiii…jaane mere kyun hai dushman
Ho meri tanhaiyan dase mujhko soniya
Hogi ruswaiya tere dil ki soniya
Mere nahi hai ab guzara
Kyun hai bhala yeh dooriyan

Rabba… tu itna baata de
Haan baata de baata de raaba
Ki kara main hoon ki kara ve
Haan baata de baata de rabba

Rabba hai… rabba
Rabba hai… rabba
Rabba hai… rabba
Rabba rabba
Rabba hai…rabba

Advertisements

23 Comments

Leave a Comment