Mar Jawaan Lyrics – Fashion

Mar Jawaan – Fashion

Movie : Fashion (2008)
Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Director: Madhur Bhandarkar
Producer: Ronnie Screwvala
Starring: Priyanka Chopra, Kangana Ranaut, Mugdha Godse, Arbaaz Khan
Lyrics: Sandeep Nath, Irfan Siddique
Song Title Mar Jawaan

Mar Jawaan Lyrics

Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan,
Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan,

Bheege bheege sapno ka jaise khat hai,
Haii..
Geeli geeli chahat ki jaise lat hai,
Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan,
Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan…

Soche dil ki aisa kaash ho,
Tujhko ek nazar meri talash ho,
Jaise khwab hai ankhon mein basse meri,
Waise needon pe silvate pade teri,
Bheege bheege armaano ki rahad hai,
Haii
Geeli geeli khwahish bhi to behad hai,
Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan,
Mar jawaan, mar jawaan,
Tere ishq pe mar jawaan..

mar jawaan..hoo…

Fashion Lyrics

Lyrics of other songs of Fashion

Advertisements

189 Comments

Leave a Comment