Kyun Khoye Khoye Chand Ki – Khoya Khoya Chand

Kyun Khoye Khoye Chand Ki – Khoya Khoya Chand (2007)

Movie : Khoya Khoya Chand
Music Director: Shantanu Moitra
Director: Sudhir Mishra
Producer: Prakash Jha
Cast: Shiney Ahuja, Soha Ali Khan
Singers: Swadanad Kirkire,Ajar Jhingran

Kholo Kholo Lyrics

Aaj shab jo chand ne hai rootne ki thaan li
Gardisho mein hai sitare baat humne maan li
Andheri shayh zindagi ko sujhi thi nahi kali
Ki aaj haath thamlo ki ek haath ki kami khali

Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraaz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil

Zindgai sawalo ke jawaab dhondne chali
Jawaab mein sawalon ki ek lambi si ladi mili
Saawal hi saawal hai sujthi nahi gali
Ki aaj haath tham lo ek haath ki kami khali

Jee mein aata hai
Murda sitare noch loo
Idhar bhi nooch lo
Udhar bhi nooch loo
Ek do ka zikar kya
Mein sare noooch lo — (2)
(Idhar bhi nooch lo
Udhar bhi nooch lo
Sitare nooch lo
Mein sare nooch lo) —(2)

Kyun tu aaj itna vaihshi hai mizaj mein mazzaz hai aye gum-e-dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil

Dil ko samja na keh do kya aasaan hai
Dil to fitrat se sun lo na beimaan hai
Yeh kush nahi hai jo mila
Bas mangta hi hai chala
Jaantha hai har lagi ka
Dard hi hai bas ek sila
(Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hume mila
Dil ki har lagi ka
Sunlo dard hi ek sila) — (2)

Kyun naye naye se dard ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil

Advertisements

3 Comments

Leave a Comment