Kahin To Lyrics – Jaane Tu…Ya Jaane Na

Kahin To – Jaane Tu…Ya Jaane Na(2008)

Movie : Jaane Tu…Ya Jaane Na
Music Director: A R Rahman
Director: Abbas Tyrewala
Producer: Mansoor Khan, Aamir Khan
Starring: Imraan Khan, Genelia Dsouza
Lyrics: Javed Akhtar

Kahin To Song Lyrics – Jaane Tu…Ya Jaane Na

Kahin to.. kahin to
Hogi wo,
Duniya jahan tu mere saath hai..

Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 2

Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..

Kahin to, kahin to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..

Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 3

Advertisements

225 Comments

  • Jaane tu ya jaane Naa…
    Is Movie se meri life kafi milti hai…………
    I jus love this song. Mera 1 best friend hai. Hum bacpan se ek saath hai school mai saath the or ghar ke pass bhi rehte the. hum kahi bhi jaaye hamesh ek saath jaate the. Ladna, gussa hona, movie kahi bhi jaate to hamesha saath hote. Wo mujhe bahut pyaar karta tha per mujhe kabhi pata nai chala.

    Isi dauran meri life mai koi aaya usne mujhe bahut pyar diya. Itna ke main jab bhi uske saath hoti sab ko bhul jaati. Per fir 1 din aisa aaya k wo meri life se bahit chala gaya. Itna dur k sayad ab kabhi mere pass nahi aayega.

    Us time jab mujhe kisi apne ki jaarurat thi tab mera best friend mere saath tha. Or usne mujhe ye vishwas dilaya ke wo hamesha mere saath rahega. Jab usne mujhe first time indirect way main purpose kiya tha tab usne mere liye gaana gaya tha “JAANE TU YA JAANE NAA”.

    Ab wo best friend meri life hai. I love him alot. Wo mujhe apne aap se bhi jayada pyar karta hai. Jitna sayad main aopne aap ko janti nai wo mujhe janta hai.

    HAR LADKI KA EK SAPNA HOTA HAI KE JO USKA JEEVAN SAATHI HO WO BILKUL EK FRIEND KI TARAH HO, BUT I FEEL SO LUCKY KE MERA BEST FRIEND HE MERA JEEVAN SAATHI BAANE WALA HAI.

    Yes mai usse shadi karne wali hu, apne he best friend se.

    YEH BAAT AAJ TAK MAINE KISI SE NAI KAHI. PER JISNE BHI YE SITE BANAYA HAI MAIN UNHE THANKS KEHNA CHATI HU. UNKI WAJAH SE MAI APNI FEELINGS AAP SABKO BATA PAAYI HU.

    THANKS
    SANYA

  • most romantic song………
    every time i listen to this song i m move to tears….
    but i like it……..one of my fav…….
    lyrics r grrt but song has been sung with a lot of sensuality

  • Before introducing maslf first i would lyk to appreciate d man behind d depth of these lyrics…I luv dis song n dis is ma first chance to comment a song

    coz m a true muzik lover…
    I play synthesizer…

    Bt 2de i think i hd fallen in luv wid sum1 so i wanna dedicate dese lines to her…

    N wanna say “i luv u…”

  • i love dis song vryyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy much
    dis is d world’s best song
    its lyrics r toooooooooooo much heart touching
    hey jisne b ye bnaya hai tooooooooooooooooooo sweeeeeeeeeeeeeeett

  • hmmmmmmmmmm………… d songs rockkssssssssssssssssssssssssss 1 of d romantic songs ever heard

    really dis song has driven me crazyyyyyyyyyyyyyyyyy

    hats of to javed ,sir wonderful lyrics flolus singing………….

  • awesome song …i luv this song…….this song makes me think abt “HIM”

    Kahin to, kahin to,
    Hai nasha..
    Teri meri har mulaqaat mein,
    Hoton se, hoton ko,
    Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
    Kehti hai fiza jahan,
    Teri zamin aasmaan..
    I LUV THESE LINES !!!!!!!!!!!!!!!

  • What should i say about this song …..I really touched and being emotional whenever i listen the song hatts off to abbas jee , rahman saab and singer ….luv u so much

    Nepal

  • This song brings a tear to my eye,so beautifully sung.all time favourite.I can hear it for on and on and on.Luv this song!!! ;-)

  • This song is really cool and I love it and the best part is that ladies voice.
    I love vasundra das’s voice.. her voice is really ammazing and the scale in which she sings awesome…

  • aahhhh…. i have jas stuck with this song..
    after hearing this song there is a dying need of having someone.. “jaane tu….ya jaane na. ”
    hope i will get her someday or the other…but definitely i will pen my love story in a better way than this… this is a promise made to me by maself…

  • Kahi tu….. Kahi tu
    Hogi wo,
    Duniya jahan tu mere saath hai………….
    I just Love this Song Very very very Much

  • Jaane naa kahan wo duniya hai,
    Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
    Jahan meri zindagi mujhse,
    Itni khafa nahi..

    ye lines mast h aisa lagta h kisi se apne dil se usko pukara h..
    agar wo in lines ko sunkar be nhi aati h to wo galat h…
    bas main to yehe kahunga is se jayeda nahi h kuch……….sach
    love n luck
    lalit bisht

Leave a Comment