Jane Tu Meri Kya Hai Lyrics – Jaane Tu…Ya Jaane Na

Jane Tu Meri Kya Hai – Jaane Tu…Ya Jaane Na(2008)

Movie : Jaane Tu…Ya Jaane Na
Music Director: A R Rahman
Director: Abbas Tyrewala
Producer: Mansoor Khan, Aamir Khan
Starring: Imraan Khan, Genelia Dsouza
Lyrics: Javed Akhtar

Jane Tu Meri Kya Hai Song Lyrics – Jaane Tu…Ya Jaane Na

Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha,
Saath tere har pal, saath har lamha tha..

Jaane kaisi kasak hai, jaane kaisi tadap hai,
Kyu yeh aankehin num hai, jaane kaisa gum hai..

Hai dosti humko yakeen tha, dosti aur kuch bhi nahi tha,
Par kaise tujh ko bole, kyu chubhte hai pairon mein kaante,
Janaa dil jaana, kaise maine naa jaana,
Ki pyaar yahi hai, yeh jaane tu ya jaane naa..
Janaa dil jaana, kaise tune naa jaana,
yeh pyaar to hai, yeh jaane tu ya jaane naa..

Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha,
Saath tere har pal, saath har lamha tha..

Kyu aise chubhti hai tujhse doori,
Kyu lagti hai zindagi yun adhuri,
Chua kisi ne tujhko to laga ki,
Dil mein kisi ne jaise aag laga ke,
Duniya jala di..heyyy meri…
Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha,
Saath tere har pal, saath har lamha tha..

Jaane kaisi kasak hai, jaane kaisi tadap hai,
Kyu yeh aankehin num hai, jaane kaisa gum hai..

Janaa dil jaana, kaise maine naa jaana,
Ki pyaar yahi hai, yeh jaane tu ya jaane naa..
Janaa dil jaana, kaise tune naa jaana,
yeh pyaar to hai, yeh jaane tu ya jaane naa..

Advertisements

36 Comments

Leave a Comment