Chak De India Dialogues

Check out some of our most favourite Chak De India dialogues. We call it the The Magic of Chak de India!

  • Jo nahin ho sakt, wahi tho karna hai!
  • National Womens Hockey na kuch kar payee hai, na kuch kar payengi.
  • Mujhe states ki naam na sunayie dethe hai, na dhikaie dete hai. Sirf ek mulk-a-naam sunayie detha hai, I-N-D-I-A
  • Har team mein bas ek hi gunda ho saktha hai, Aur is team ka gunda mein hun!
  • Vaar karna hai to mardho ki tarah aage se karo… Woh kya hai ki humari team me chakke nahi hote!!
  • Chandi (Srk referring to his silver medal) Ko Sone Me badlne ki koshish kar rahaa hoon.
  • Pehli baar kisi ghore ko Bharath ka jhanda leharate hue dekh raha hoon.
  • Marr jaayenge – par haar ke nahi aayenge!!
  • Sattar(70) Minute, sattar min hai tumhare paas. Shayad yeh.. tumhare zindagi ke sab se… khaas sattar minute. Aaj tum aacha khelo ya bura khelo, yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahegi. Tho kaise khelna hai.. aaj mein tumhe nahin bataunga.. Bas itna kahunga, ki jao aur yeh sattar minute jee bhar kar khelna.. kyunki iske baad aane wali zindagi chahe kuch sahi ho ya na ho.. chahe kuch rahe ya na rahe.. haro ya jeeto..lekin yeh sattar minute.. tumse koi nahin cheen saktha, Kyunki mein jaantha hu ki aagar yeh sattar minute is team ka har player apne zindagi ki sabse badiya hockey khel gaya.. tho yeh satar min khuda bhi tumse vapas nahin maang saktha. (This is one of the best scenes from Chak De India. Just before the Hockey Final)

Have i missed out on something? Post your Favourite Chak De India dialogues below!

Advertisements

27 Comments

  • The Dialogues in Chak De India are great..

    I especially liked the dialogue “Jo nahin ho sakt, wahi tho karna hai!”

    SRK mouthing those Chak De India dialogues was just perfect.

  • Hey I was wondering Do you know what SRK says in that one scene where he is sitting on the bench and it is raining and he is holding on to his medal…some islamic dua

  • To farid

    SRK says in that one scene where he is sitting on the bench and it is raining and he is holding on to his medal

    “Nasrul Minallah Wa Fathun Qareeb”

  • I like Komal Choutala’s dialogues in the movie.
    In the movie there is a scene where she goes to Priety Sabarwal to apologise and says, “Maaf karna hai,thane jana hai.Dekh maaf nahi karegi,jhagada mol legi,jhagada mol legi to yato tera sar phootega ya mera,jana thane padega. To bol maaf karna hai thane jana hai.

  • I like the dialogue when the two girls from eastern india come for registration and the person says something like “mehmano ka swagat hai”. the girls get upset and on being asked they retaliate “apne hi desh mein mehmaan bankaar koi khush kaise ho sakta hai”. it really touched me deep down.

  • hi friends,i actually wanted to know the dialogues of thisw movie,when there is exit to the full screen mode and at the end,the list od the artists appear.thank you.
    my favourite dialogue is-
    srk:lekin wo maar gaye,mere,meri teaam ke ,mere mulk,mere khaandaan ke khilaf………..sabko?

  • i lik all srk’s ALL flim
    u hav missed all this dialogs
    1)EK GALTI THO SABKO MAAF HOTA HAI…”SABKO”?

    2)ASSOCIATION:KYA KAR RAHE THE INTE SAAL?
    SRK: ISS MEETING KI TAYARI.

    3)ASSOSIARTION (WOMEN): KYA MATLAB. MAI SAMJI NAHI
    SRK: AAP SAMAJ BHI NAHI SAKTI

    4)BINDYA NAIR:AB TAMEEZ HAI MADAM AATE AAJAYEGI MADAM

    5) GUNJAL LAKHANI:INJURY HAI JATE JATE JAYGI.

    6)SRK: EK BAAT ACHI TARAH SUN LIJIYE AUR ABHI SAMAJ LIJIYE. KYUKI MAI DUBHARA NAHI BATUNGA. IS TEEM SIRF O PLAYER CHAIYE JO PEHLE INDIA KE LIYE KHEL RAHE HAI, FIR APNE SATIYON KE LIYE,USS K BAAD BHI THODI BHOUT JAAN BACH JAYE THO APNE LIYE.STATE GOVT KI NAUKRI YA RAILWAY FLAT K LIYE NAHI ..HMMM…OOH

    zahir_buzz@yahoo.com

  • “Team banane ke liye taaquat naihn Neeyat chahiye.”

    “Preeeeeeetyyyyyyyy…………. ja dikha de us launde ko……..that’s goal……”

  • i like a dialogue is
    “Sattar(70) Minute, sattar min hai tumhare paas. Shayad yeh.. tumhare zindagi ke sab se… khaas sattar minute. Aaj tum aacha khelo ya bura khelo, yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahegi. Tho kaise khelna hai.. aaj mein tumhe nahin bataunga.. Bas itna kahunga, ki jao aur yeh sattar minute jee bhar kar khelna.. kyunki iske baad aane wali zindagi chahe kuch sahi ho ya na ho.. chahe kuch rahe ya na rahe.. haro ya jeeto..lekin yeh sattar minute.. tumse koi nahin cheen saktha, Kyunki mein jaantha hu ki aagar yeh sattar minute is team ka har player apne zindagi ki sabse badiya hockey khel gaya.. tho yeh satar min khuda bhi tumse vapas nahin maang saktha. (This is one of the best scenes from Chak De India. Just before the Hockey Final) “

  • i wonder how salman would have delivered those dialogues…..since he was awarded the role before srk and he turned it down….but now i cannot even imagine this movie and its dialogue without srk….

  • salim bhai…
    salman in chak de!!!!!
    sounds very baaad…..salman is bad actor…heis better in doing faltu flims like mai aur mrs.khanna
    if in case srk hav nt done d movie aamir khan or shahid kapoor wud hav d better job..
    but srk had done best

  • at practice time when a player(Netra) injured & fall in ground then srk tell that……
    ye….ye india ke best hockey players
    world championship me jayengi
    INDIA ka jhanda uncha karne…..
    thik….thik kahte hai association waale chakla belan chalane wali Hockey kya khelengi
    jo ek team ki tarah nahi khel sakti….
    wo WORLD CUP kya jitegi……….

    At a time of indrocuing of players srk also said that……
    Is team me sirf wohi players chahiye jo pehle INDIA ke liye khele
    uske baad is team me apne saathiyo ki liye
    agar uske baad bhi thori-bahut jaan bach jaya to apne liye.

  • here we missed it all:

    when srk was going out of his ancestrol house
    he said “aapko nahi dekhna to mat dekhiye amma,…… mujhe sab dekhna hai”

    when uttam singh said him “is team ko tumse accha coach nahi milega magar apni socho yaar…” then kabir said “apni hi soch raha hoo”
    uttam “tum badal gaye ho ….bahut zyada badal gaye ho ”
    kabir “main nahi badla. …..
    kuch nahi badla….”

    …………..”kuch nahi badla tab bhi states thi ab bhi states hai”

    when krishna ji said to him “shukar hai sir situation kuch haath me to aayi…”
    kabir “haath me aayi nahi krishna ji haath se nikalne wali hai….”

    when kabir said “7 saal,… 7 saal ke baad main ye soch kar hockey me wapas aaya ki jis wajah se meri team hari thi us wajah ko main ek baar hara kar rahunga….lekin aaj….phir main haar gaya…
    tumhe mujhse taklif nahi hai tumhe taklif is baat se hai ki maine tumhe ek dusre ke badle nahi ek dusre ke saath khelne ke liye majboor kiya apne se pehle apni team ke bare me sochne ke liye majboor kiya apni state se pehle India ke liye khelne ke liye majboor kiya …..

    …theek hai tum log jeet gaye…
    …..main haar gaya ……
    ……lekin tumse haarne ka afsos nahi hai mujhe …
    afsos is baat ka hai ki main apne mulk se haar gaya
    ..jisko mera khoon paseena, diljaan dekar bhi yakeen nahi hota…..ki main uski team se khela tha
    ./..aur zindagi bhar uski team se khelta rahoonga……………I RESIGN AS THE COACH OF THIS TEAM ”
    i think its sufficient ..
    but there is much more…………
    gud bye!

  • Pls any one can tel the dialouge of srk after argentina match when indian players were injured by argentina player

  • “is haar kithna bhaari pad saktha hi ye thum nahi janthe” did some one know full dialogue of this….

  • Sattar(70) Minute, sattar min hai
    tumhare paas. Shayad yeh.. tumhare
    zindagi ke sab se… khaas sattar minute.
    Aaj tum aacha khelo ya bura khelo, yeh
    sattar minute tumhe zindagi bhar yaad
    rahegi. Tho kaise khelna hai.. aaj mein tumhe nahin bataunga.. Bas itna
    kahunga, ki jao aur yeh sattar minute
    jee bhar kar khelna.. kyunki iske baad
    aane wali zindagi chahe kuch sahi ho ya
    na ho.. chahe kuch rahe ya na rahe..
    haro ya jeeto..lekin yeh sattar minute.. tumse koi nahin cheen saktha, Kyunki
    mein jaantha hu ki aagar yeh sattar
    minute is team ka har player apne
    zindagi ki sabse badiya hockey khel
    gaya.. tho yeh satar min khuda bhi
    tumse vapas nahin maang saktha.

  • The best dialogue was (the way it was delivered, the face expression and the accurate moment)
    was

    “Marke Aayenge lekin Haarke nahi aayenge”

  • The ultimate measure of a man is not where he stands in moments of comfort and convenience, but where he stands at times of challenge and controversy.

Leave a Comment