Chaandani raat hai saiyaan – Dhamaal

Chaandani raat hai saiyaan- Dhamaal (2007)
Music Director:Adnan Sami
Director: Indra Kumar
Producers: Ashok Thakeria, Indra Kumar
Singers: Asha Bhosle, Amit Kumar
Cast: Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Javed Jaffrey, Ritesh Deshmukh, Aashish Chaudhary, Asrani

hai yay ya….

hai yay ya….
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan – 2
Dard gisi hai iss dil mein, lagi hai aag, ai ya ya, ai ya ya, ai ya ya
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan

ai ya ya, ai ya ya, ai ya ya

Dard ki haad se guzar jaau main, aisa vaisa na kuchh kar jaau main – 2
tere pehlu mein bikhar jaau main, pyaas ke maare na mar jaau main
maan le kehna – 4,
padu main tere paiyaan, ai ya ya, ai ya ya

hey aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan – 2
iss kadar chaahate dega kahegi na tu ai ya ya
aa gaya, aa gaya,
aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan – 2

hai bechaini mein karar tumen, aaja aaja aaja tujhe pyaar du main – 2
tera rang roop nihaar du main, tere sang raat gujaar du main
mere jaisa toh – 4,
aashiq koi nahi ya
haan aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan – 2

dard gisi hai iss dil mein, lagi hai aag, hai ya ya, hai ya ya
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan – 4

Advertisements

Leave a Comment