Zaroorat Lyrics – Ek Villain

The Zaroorat lyrics from ‘Ek Villain’, featuring Siddharth Malhotra and Shraddha Kapoor in lead roles. Directed by Mohit Suri, the lyrics of Zaroorat has been written and composed by Mithoon. The song has been sung by Mustafa Zahid.

Zaroorat Lyrics

Yeh dil tanha
Kyun rahe
Kyun hum
Tukdon mein jiyein

Ye dil tanha
Kyun rahe
Kyun hum
Tukdon mein jiyein
Kyun rooh
Meri yeh sahe

Main adhoora
Jee raha hoon
Har dum yeh
Keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai (Repeat once)

Andheron se tha
Mera rishta bada
Tune hi ujaalon se
Vaaqif kiya

Ab lauta main hoon
Inn andheron mein phir
Toh paya khud ko
Begaana yahaan

Tanhai bhi mujhse
Khafa ho gayi
Banjaron ne bhi
Thukra diya

Main adhura
Jee raha hoon
Khud par hi
Ek saza hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Hm.. tere jism ki
Woh khushbuein
Ab bhi inn saanson main
Zinda hai
Mujhe ho rahi
Inse ghutan
Mere gale
Ka ye phanda hai..

Aa.. tere choodiyon
Ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein
Goonje hai
Sunkar isse
Aata hai yaad
Haathon mein mere
Zanjeerin hain

Tuhi aake inko
Nikaal zaraa
Kar mujhe
Yahaan se rihaa

Main adhura
Jee raha hoon
Ye sadaayein
De raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Lyrics: Zaroorat – Ek Villain Song
Music Director: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Singer: Mustafa Zahid

If there are any mistakes in the Zaroorat Lyrics from Ek Villain, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

3 Comments

  • [Ye dil tanha kyun rahe
    Kyun hum tukdon mein jiyein – 2
    Kyun rooh
    Meri ye sahe

    Main adhoora
    Jee raha hoon
    Hardum yeh
    Keh raha hoon
    Mujhe teri zaroorat hai
    Mujhe teri zaroorat hai] -2
    Mujhe teri zaroorat hai

    Andheron se tha
    Mera rishta bada
    Tune hi ujaalon se vaaqif kiya
    Ab lauta main hoon
    Inn andheron mein phir
    Toh paaya hai khud ko
    Begaana yahaan
    Tanhaayi bhi mujhse
    Khafaa ho gayi
    Banjaron ne bhi thukra diya

    Main adhoora
    Jee raha hoon
    Khud par hi
    Ek saza hoon
    Mujhe teri zaroorat hai
    Mujhe teri zaroorat hai

    Tere jism ki
    woh khusbuein
    Ab bhi inn sanson mein zinda hain..
    Mujhe ho rahi
    Innse ghutan
    Mere gale ka yeh phanda hai

    Teri chuddiyon
    Ki woh khanak
    Yaadon ke kamre mein guunje hain
    Sunkar ise
    Aata hai yaad
    Haathon mein mere zanjeerein hain

    Tu hi aake inko nikal zara
    Kar mujhe yahan se rihaa

    Main adhoora
    Jee raha hoon
    Yeh sadaaein
    De raha hoon
    Mujhe teri zaroorat hai
    Mujhe teri zaroorat hai
    Mujhe teri zaroorat hai

  • ¤Zaroorat – Correct Lyrics

    Yeh dil..
    Tanha kyun rahe..
    Kyun hum tukdon mein jiyein..
    Yeh dil..
    Tanha kyun rahe..
    Kyun hum tukdon
    mein jiyein..
    Kyun rooh…
    Meri yeh sahe..
    Main adhoora..
    Jee rahaa hoon..
    Hardum yeh..
    Keh rahaa hoon..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Yeh dil..
    Tanha kyun rahe..
    Kyun hum tukdon mein jiyein..
    Yeh dil..
    Tanha kyun rahe..
    Kyun hum tukdon
    mein jiyein..
    Kyun rooh…
    Meri yeh sahe..
    Main adhoora..
    Jee rahaa hoon..
    Hardum yeh..
    Keh rahaa hoon..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Andheron se thaa..
    Mera rishta badaa..
    Tune hi ujaalon se
    waaqif kiya..
    Ab lauta main hoon..
    Inn andheron mein phir..
    Toh paaya hai khud ko begaana yahaan..
    Tanhaayi bhi mujhse
    khafaa ho gayi..
    Banjaron ne bhi
    thukra diya..
    Main adhoora..
    Jee rahaa hoon..
    Khud par hi..
    Ik sazaa hoon..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Hmm.. Tere jism ki..
    Woh khushbooyein..
    Ab bhi inn saanson mein..
    Zinda hai..
    Mujhe ho rahi..
    Innse ghutan..
    Mere gale ka yeh phanda hai..
    Aa…
    Ho.. Tere choodiyon..
    Ki woh khanak..
    Yaadon ke kamre mein..
    Goonje hai..
    Sunkar isse..
    Aata hai yaad..
    Haathon mein mere zanjeerein hain..
    Tuhi aake inko
    nikaal zaraa..
    Kar mujhe..
    Yahaan se rihaa..
    Main adhoora..
    Jee rahaa hoon..
    Yeh sadaayein..
    De rahaa hoon..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai..
    Mujhe teri zaroorat hai…..

Leave a Comment