Saans Lyrics – Jab Tak Hai Jaan

The Saans lyrics from ‘Jab Tak Hai Jaan’, starring Shahrukh Khan, Katrina Kaif and Anushka Sharma in the lead roles. Directed by Yash Chopra, the music has been composed by A R Rahman. The lyrics of Saans have been penned by Gulzar.

Saans Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Saans.. mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi.. (Repeat once)

Rooh ne chhoo li
Jism ki khushboo
Tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi

Saans.. mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi..

Kab tak hosh sambhale koi
Hosh ude toh
Ud jaane do

Dil kab seedhi raah chala hai
Raah mude toh
Mud jaane do

Tere khayal mein
Doob ke aksar (Umhun..)
Achhi lagi tanhaai

Saans.. mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi..
Aa..aa..

Raat teri baahon mein kate toh
Subah badi
Halki lagti hai

Aankh mein rehne lage ho kya tum
Kyu chhalki
Chhalki lagti hai

Mujhko phir se chhoo ke bolo
Meri kasam
Kya khaai..

Saans.. mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi..

Rooh ne chhoo li
Jism ki khushboo
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi..)
Tu jo paas aayi

Saans Song Lyrics Details

Song Title: Saans
Music Director: A R Rahman
Lyrics: Gulzar
Singer(s): Mohit Chauhan, Shreya Ghosal

Movie: Jab Tak Hai Jaan (2012)
Director: Yash Chopra
Starcast: Shahrukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma, Rishi Kapoor, Neetu Singh
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: November 13th 2012
For more details: Jab Tak Hai Jaan Movie Page

If there are any mistakes in the Saans Lyrics from Jab Tak Hai Jaan, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

63 Comments

Leave a Comment