Maaloom Lyrics – Lekar Hum Deewana Dil

The Maaloom lyrics from ‘Lekar Hum Deewana Dil’, featuring Armaan Jain and Dishka Sheth in lead roles. Directed by Arif Ali, the music has been composed by A R Rahman. The lyrics of Maaloom has been written by Amitabh Bhattacharya. The song has been sung by Hriday Ghatani and Jonita Gandhi.

Maaloom Lyrics

Paisa vaisa kya pata
Kaun kaisa kya pata
Zinda hoon aaj main
Iss se zyada kya pata

Mera toh zamane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi maaloom..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maaloom
Yakeen hai vahi hai
Meri manzil ka raasta ..
Meri manzil ka raasta ..

Taare kaisa bhala
Hain todte kya pata
Taare mil bhi gaye toh
Tu karegi bhi kya

Main gair maamooli
Kartab dikha karke
Saabit karoon bol kya
Kya hai tu mere liye
Seedhe saade se
Lafzon mein sun le zara

Hhaan haan..
Qasmein kya pata
Reet rasmein kya pata
Sachche pyaar ki
Qismein vismein kya pata

Mera toh zamane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi maaloom..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maaloom
Yakeen hai wahi hai
Meri manzil ka raasta..
Manzil ka raasta..
Hhaan haan.. lalala..

Lyrics: Maaloom – Lekar Hum Deewana Dil Song
Music Director: A R Rahman
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer: Hriday Ghatani, Jonita Gandhi

If there are any mistakes in the Maaloom Lyrics from Lekar Hum Deewana Dil, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment