Khol De Dil Ki Khidki Lyrics – Humshakals

The Khol De Dil Ki Khidki lyrics from ‘Humshakals’, featuring Saif Ali Khan, Ritesh Deshmukh, Bipasha Basu, Tamanna Bhatia, Ram Kapoor and Esha Gupta. Directed by Sajid Khan, the music has been composed by Himesh Reshammiya. The lyrics of Khol De Dil Ki Khidki has been written by Shabbir Ahmed. The song has been sung by Mika Singh and Palak Muchhal.

Khol De Dil Ki Khidki Lyrics

Ho dekh rahe hain din mein taare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more.. (Repeat once)

Khol de dil ki khidki..
Khol de dil ka door, door, door.. (Repeat once)

Ho dekh rahe hain din mein taare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more..

Khol de dil ki khidki..
Khol de dil ka door, door, door.. (Repeat once)

Tere iraade hain bade hi shaitani
Not available hai meri ye jawaani
Naazuk hasina main hoon
Chhedo na mujhe tum
Pal do pal ki hai teri
Meri yeh kahaani
Neeyat main teri jaanu
Rag rag teri pehchaanu
Tu chaahe jo bhi karle
Baate main na teri maanu

Ho dekh rahe hain din mein taare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more..

Khol de dil ki khidki..
Khol de dil ka door, door, door.. (Repeat once)

Aashiq awaara hai tu
Galiyon mein ye shor hai
Kahin nigaahein aur nishana kahin aur hai
Ja ja yahaan teri daal na galegi
Beimaani aankhon mein hai tere
Mann mein tere chor hai
Main pariyon ki shehzaadi
Pyaari mujhko aazaadi
O mere pappu pyaare
Tu hai definite barbaadi

Pyaar ke bhopu baj gaye saare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi yeh dil maange more

Khol de dil ki khidki..
Khol de dil ka door, door, door.. (Repeat once)

Ho dekh rahe hain din mein tare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi yeh dil maange more

Khol de dil ki khidki..
Khol de dil ka door, door, door.. (Repeat once)

Lyrics: Khol De Dil Ki Khidki – Humshakals Song
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Shabbir Ahmed
Singer: Mika Singh, Palak Muchhal

If there are any mistakes in the Khol De Dil Ki Khidki Lyrics from Humshakals, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment