Jab Tak Hai Jaan Poem Lyrics – Shahrukh Khan, Aditya Chopra

Shahrukh Khan’s voice (the depth, intensity, emotions that he pours into it), Aditya Chopra’s lyrics and A R Rahman’s background score, make this 2:15 minute song an absolute gem.

The film, directed by Yash Chopra, stars SRK, Katrina Kaif and Anushka Sharma.

Jab Tak Hai Jaan Poem Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwah gustakhiyan
Teri zulfon ki leharati angdaiyan
Nahi bhoolunga main

Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahi maaf karunga main

Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main

Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

Tere jhoote kasme waadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be raham duaao se
Nafrat karunga main

Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

Jab Tak Hai Jaan Poem Lyrics Details

Song Title: Jab Tak Hai Jaan
Music Director: A R Rahman
Lyrics: Aditya Chopra
Singer(s): Shahrukh Khan
Song Duration (mm:ss): 2:15

Movie: Jab Tak Hai Jaan (2012)
Director: Yash Chopra
Starcast: Shahrukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma, Rishi Kapoor, Neetu Singh
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: November 13th 2012
For more details: Jab Tak Hai Jaan Movie Page

If there are any mistakes in the Jab Tak Hai Jaan Poem Lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

Leave a Comment