Yeh Hindustan Lyrics – Black & White

Yeh Hindustan Hai – Black & White (2008)

Movie : Black & White
Music Director: Sukhwinder Singh
Director: Subhash Ghai
Producer: Subhash Ghai
Starring: Anil Kapoor, Anurag Sinha, Shefali Chhaya
Lyrics: Ibrahim Ashq

Yeh Hindustan Hai Song Lyrics

Jise log kehate hai hindustan hai
Yehi aapne kwabo ka pyaar jahan hai
Kai mazhabo ka yehan ek nishan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai

Jise log kehate hai hindustan hai
Yehi aapne kwabo ka pyaar jahan hai
Kai mazhabo ka yehan ek nishan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai

ohhh..hooo..ohh..hooo

Yehan koi seetha hai radha hai koi
Koi chand biwi hai rasiya hai koi

Kisan hai koi tho koi ram bhi hai
Mohabat hamara hi pigam bhi hai
Merala yehan ka har ek naojawan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai

Yeh hasta huwa muskurata chaman hai
Yehan zindagi ka naya bhagpan hai
Naye hai umang naya josh bhi hai
Magar josh ke saath mein hosh bhi hai
Har ek mod par dil hamara jawan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai
Yeh Hindustan hai Yeh Hindustan hai

Allaahhh……Ishwaarrr…

Allah Ishwar tero naam —- 4

Jise log kehate hai hindustan hai
Yehi aapne kwabo ka pyaar jahan hai

Advertisements

Leave a Comment