Sikkon Ki Bhook Lyrics – Rann

The Sikkon Ki Bhook song from Ram Gopal Varma and Amitabh Bachchan’s Rann. If there are any mistakes in the Sikkon Ki Bhook lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Sikkon Ki Bhook – Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: Rann (2010)
Music Director: Dharmaraj Bhatt, Sandeep Patil, Jayesh Gandhi, Bapi, Tutul, Sanjeev Kohli, Amar Mohile
Director: Ram Gopal Varma
Lyricist: Vayu
Starring: Amitabh Bachchan, Paresh Rawal, Ritesh Deshmukh
Song Title: Sikkon Ki Bhook
Singer(s): Vardan, Shadaab Faridi, Aditi Paul
Release Date: January 29, 2010

Sikkon Ki Bhook Lyrics

T8 News se ravi chandan, yahan sab jhopdi aag mein lapete hue hai
Rahul ne apni premika jhanvi ki hatya kar di
Antangwaad

Yeh desh tabaahi mein jeeta hai
Jo til swayam rakth peetha hai
Lachar lalkar hai saari
Khwabon ko mithya se seetha hai
Dhankar aur prakash ka rann hai
Partishan kar ek shwaas ka rann hai
Chachka batka rath path se
Avtaar jhoot ka jeetha hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai

Rann haiiiii yeeee…
Rann haiiiiiiyyeeee…
Rannnn haaiiii…

Sikkon ki andhi bhook hai
Kison ka ek bazaar hai
Ab cheer cheer ke bechh do
Khud draupadi tiyaar hai
Ghuta hai ghutne taik kar
Cheekta hua sangaar hai
Ulja hua chakarvyuh mein
Iss paar na uss paar hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai

Vande mataram, vande mataram …
Vande mataram, vande mataram …
Vande mataram, vande mataram …
Vande mataram, vande mataram …
Oh ho ho…
Vande mataram, vande mataram …
Vande mataram, vande mataram …

Ek syaha sach ki talaash mein
Har sach pe kaali kileep di
Itihaas kad ne ko hoon se
Har ek tareek leep di
Ankho ki ganith mein hi leaj (lead) hai
Jin haathon mein patvaar hai
Doobe tho doobe kya hua
Be sudh mein panwa sawaar hai

Yeh desh tabaahi mein jeeta hai
Jo til swayam rakth peetha hai
Lachar lalkar hai saari
Khwabon ko mithya se seetha hai
Dhankar aur prakash ka rann hai
Partishan kar ek shwaas ka rann hai
Chachka batka rath path se
Avtaar jhoot ka jeetha hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai
Rann hai raan hai
Sathya syahi ka raan hai

Chehre parchaiyon ke, haavi hain tasveeron par
Shvet manna shahri, phir se sehar kesari kar

Advertisements

2 Comments

  • Great lyrics thanx a lot. I have a suggestion though. I guess istead of dhankar aur prakash ka rann it should be andhkar aur prakash ka rann hai. It means the fight between darkness and light

Leave a Comment