Aashiq Banaya Aapne

Movie Name – Aashiq Banaya Aapne
Lyricists – Sameer
Music Director – Himesh Reshammiya
Singers – Himesh Reshammiya, Shreya Ghosal

(aashiq banaya – 3 aapne ) – 2
(tere bina sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin) – 2
(aashiq banaya – 3 aapne ) – 2
(tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin) – 2
(meri nighaahon mein tera chehra rawaa hai
gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai) – 2

(apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon) – 2

tere bin jeena nahin hai gawara
tere bin dil ka nahin hai guzara
tere bin kaun apna sahara tere bin
aashiq banaya – 3 aapne
(bechainiyo ka faaslo ka silsila hai
dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai) – 2

(betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai) – 2

tere bin raat kat thi nahin hai
tere bin pyaas mit thi nahin hai
tere bin doori ghat thi nahin hai
(aashiq banaya – 3 aapne) -2
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin, tere bin

Advertisements

3 Comments

Leave a Comment