The Charon Taraf lyrics from ‘Johnday’, starring Naseeruddin Shah, Randeep Hooda and Elena Kazan. Directed by Ahishor Solomon, the music has been composed and sung by Strings. The lyrics of Charon Taraf has been penned by Anwer Maqsood.
Charon Taraf Lyrics
Tanhaiyan.. badhti gayi charon taraf
Gir padi (Gir padi) manzilen charon taraf
Yaadon ke jis tarah
Raste bhi jal gaye saari
Gardhishe (Gardhishe) azade charon taraf
Haathon ki lakeeren
Sab mit gayi dekho kaise
Dehshatein (Dehshatein) aabad charon taraf
Tanhaiyan..
Badhti gayi charon taraf
Barishen..
Khoon ki
Chand bhi laal hai
Hai jata.. zindagi ko
Koi jaal hai
Jhoot hi jhoot hai
Sach kahi aaj toh
Sharm se mar gaya
Haathon ki lakeeren
Sab mit gayi dekho kaise
Dehshatein (Dehshatein) aabad charon taraf
Zindhgi ki sage pe
Mauth sajne lagi
Ek kaya…math ki dhun
Saath bajne lagi
Joot hi joot hai
Sach kahi aaj toh
Sharm se margaya
Haathon ki lakeeren
Sab mit gayi dekho kaise
Dehshatein aabad charon taraf
Tanhaiyan.. badhti gayi charon taraf
Gir padi (Gir padi) manzilen charon taraf
Yaadon ke jis tarah
Raste bhi jal gaye saari
Gardhishe (Gardhishe) azade charon taraf
Haathon ki lakeeren
Sab mit gayi dekho kaise
Dehshatein (Dehshatein) aabaad charon taraf
Tanhaiyan..
Badhti gayi charon taraf
Lyrics: Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf – Johnday Song
Music Director: Strings
Lyrics: Anwer Maqsood
Singer: Strings
If there are any mistakes in the Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf Lyrics from John Day, please let us know by submitting the corrections in the comments section