Rabba Lyrics – Mausam

The Rabba Lyrics from Hindi Movie Mausam. The movie stars Shahid Kapoor and Sonam Kapoor in lead roles. Check out the Rabba Lyrics

Song and Lyrics Details

Song Title: Rabba Lyrics
Music Director: Pritam Chakraborty
Lyricist: Irshad Kamil

Rabba Lyrics

Koi dil bekab kar gaya
Aur ishka dil mein bhar gaya

Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishka dil mein bhar gaya
Aankhon.. aankhon mein woh
Lakhon gallan kara gaya hoi

O rabba mein to mar gaya hoi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi..
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi

Ab dil chahe khamoshi ke
Hothon pe main likh doon
Pyari si baatein kai (baatein kai baatein kai..)

O.. kuch pal mere naam kare woh
Main bhi uske naam pe
likhu mulakatein kai (mulakatein kai mulakatein kai..)

Ho… pehli hi taqni mein..
Ban gayi jaan pe
Naina waina uske mere..
Dil pe chape
Ab jaaun kahan pe
Dil ruka hai wahaan pe
Jahaan dekh ke mujhe
Woh aagey badh gaya oye

O rabba mein to mar gaya hoi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi..
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi

Mausam ke azaad parinday
Haathon mein hai uske
Ya woh bahaaron si hai
Sardi ki woh dhoop ke jaisi
Garmi ki shaam hai
Pehli puhaaron si hai

Mera pyaar ka mausam bhi hai
Lagey meri mehram bhi hai
Mera pyaar ka mausam bhi hai
Lagey meri mehram bhi hai
Jaane kya kya do aankhon
Mein main padh gaya oye

O rabba mein to mar gaya hoi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi
O rabba mein to mar gaya hoi..
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoi

Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Aankhon.. aankhon mein woh
Lakhon gallan kar gaya oye

Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye

Advertisements

Leave a Comment