Pyar Karna Hai Lyrics – Major Saab

The Pyar Karna Hai lyrics from ‘Major Saab’, starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgan and Sonali Bendre in lead roles. Directed by Tinnu Anand, the music has been composed by Anand Raj Anand. The lyrics of Pyar Karna Hai has been penned by Anand Raj Anand, Dev Kohli.

Pyar Karna Hai Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Ha karna hai karna
Hai pyar tumse karna hai
Bazi hai dil ki bazi me dil ki
Bazi me dil ki
Zamane se kya darna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

Pyar me jina aata hai
Hume pyar me marna aata hai
Pyar me jina aata hai
Hume pyar me marna aata hai
Rok nahi sakta koi
Hume had se gujarna aata hai
Chudiya jo pehanugi
To piya ji ke hath se
Premi na dare hai
Na darenge kisi bat se
Sun le zamana
Sun le zamana
Sun le zamana hume
Sang jina marna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

Roz subha uthke
Maine jab jab hatho ko dekha hai
Ha roz subha uthke
Maine jab jab hatho ko dekha hai
Dekha hai in hatho
Me apne hi milan ki rekha hai
Doli jo uthegi to
Uthegi tere naam ki
Mehandi jo lagegi
To lagegi tere naam ki
Wada ye wada,
Wada ye wada
Wada ye humko
Sanam pura karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Aashiq to diwane hote
Hai wo kya duniya ki sochenge

Aashiq to diwane hote
Hai wo kya duniya ki sochenge
Wo sochenge to bas
Itna manjil pe kiase pehunchege
Pyar karna aur darna
Humne ye sikha nahi
Yaar ko dekha hai
Jabse aur kuch dekha nahi
O milke rahenge,
Milke rahenge kar le zamana
Zamane ko jo karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Bazi hai dil ki bazi me dil ki
Bazi me dil ki zamane
Se kya darna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai
Karna hai karna hai
Pyar tumse karna hai

Lyrics: Pyar Karna Hai – Major Saab Song
Music Director: Anand Raj Anand
Lyrics: Anand Raj Anand, Dev Kohli
Singer: Alka Yagnik, Anand Raj Anand

If there are any mistakes in the Pyar Karna Hai Lyrics from Major Saab, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment