Panchhi Nadiyan Pawan Lyrics – Refugee

The Panchhi Nadiyan Pawan lyrics from ‘Refugee’, starring Abhishek Bachchan and Kareena Kapoor in the lead roles. Directed by J P Dutta, the music has been composed by Anu Malik. The lyrics of the song have been penned by Javed Akhtar. The film was released on June 30th 2000.

Panchhi Nadiyan Pawan Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tum aur maine kya paaya
Insaan hoke

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tum aur maine kya paaya
Insaan hoke

Jo hum dono panchhi hote
Teirte hum is neele gagan mein
Pankh pasaare
Saari dharti apni hoti
Apne hote saare nazaare
Khuli fizaaon mein udte
Khuli fizaaon mein udte
Apne dilon mein hum saara pyaar samokhe

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tum aur maine kya paaya
Insaan hoke

Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota
O jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain
Lehrein hi lehrein banti hain
Hum dono jab milte kuchh aisa hota
Sab kehte ye leher leher jo bhi jaaye na koi toke

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tum aur maine kya paaya
Insaan hoke

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke

Panchhi Nadiyan Pawan Song Lyrics Details

Song Title: Panchhi Nadiyan Pawan
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Javed Akhtar
Singer(s): Sonu Nigam and Alka Yagnik
Song Duration (mm:ss): 9:49

Movie: Refugee (2000)
Director: J P Dutta
Starcast: Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Sunil Shetty, Jackie Shroff, Shadaab Khan, Kulbhushan Kharbanda, Anupam Kher, Reena Roy, Mukesh Tiwari
Producer: J P Dutta
Banner: HR Enterprises
Release Date: June 30th 2000
For more details: Refugee Movie Page

If there are any mistakes in the Panchhi Nadiyan Pawan Lyrics from Refugee, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

Leave a Comment