Mujhe Ishq Se Lyrics – Yaariyan

The Mujhe Ishq Se lyrics from ‘Yaariyan’, starring Himansh Kohli and Serah Singh in lead roles. Directed by Divya Khosla, the music has been composed by Mithoon. The lyrics of the song has been penned by Mithoon. Mujhe Ishq Se sung by Tulsi Kumar and additional vocal by Gajendra Verm

Mujhe Ishq Se Lyrics

Mujhe ishq se..
Rehna tha door..
Gham iske bade
Jo hain mashoor
Par yeh, dil hai ki bilkul mana nahi
Mujhe kheench kar dekho
Le aaya wahin
Jahaan ishq hai bas ishq hai
Haan ishq hai bas ishq hai

Yaariyan ve..
Yaariyan ve..

Iss dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah (Repeat once)

Tu jo mila.. toh
Zindagi hai badli
Main puri nayi ho.. gayi
Hai be asar.. duniya ki baatein badi
Ab teri sunu main sadaa

Hun.. milne ko tujhse bahaane karun
Tu muskuraye wajah main banu
Roz bitana saath mein tere
Saara din mera

Iss dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah (Repeat once)

Kya hua asar..
Tere saath reh kar naa jaane..
Ki hosh mujhe na.. rahaa
Lafz mere the zubaan pe aake ruke
Par ho.. na sake woh bayaan

Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paigham yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujhpe jo hua..

Iss dard-e-dil ki sifaarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah (Repeat once)

Lyrics: Mujhe Ishq Se – Yaariyan Song
Music Director: Mithoon
Lyrics: Mithoon
Singer: Tulsi Kumar
Additional Vocal: Gajendra Verma

If there are any mistakes in the Mujhe Ishq Se Lyrics from Yaariyan, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

3 Comments

  • Mujhe Ishq Se – Lyrics

    Mujhe ishq se..
    Rehna tha door..
    Gham iske bade..
    Jo hain mashoor..
    Par yeh dil hai ki bilkul maana nahi..
    Mujhe kheench kar dekho..
    Le aaya wahin..
    Jahaan ishq hai bas ishq hai..
    Haan ishq hai bas ishq hai..
    Yaariyan.. ve..
    Yaariyan.. ve..
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah..
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah..
    Tu jo mila..
    Toh zindagi hai badli..
    Main poori nayi ho gayi…
    Hai be asar duniya ki baatein badi..
    Ab teri sunu main sadaa..
    Hmm.. Milne ko tujhse bahaane karun..
    Tu muskuraaye wajah main banun..
    Roz bitaana saath mein tere
    Saara din mera…
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah…
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah…
    Kya huaa asar..
    Tere saath reh kar naa jaane..
    Ke hosh mujhe naa rahaa..
    Lafz mere the zubaan pe aake ruke..
    Par ho na sake woh bayaan..
    Dhadkan tera hi naam jo le..
    Aankhein bhi paighaam yeh de..
    Teri nazar ka hi yeh asar hai..
    Mujh pe jo huaa..
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah…
    Iss dard e dil ki sifaarish..
    Ab kar de koi yahaan..
    Ke mill jaaye isse woh baarish..
    Jo bhigaa de poori taraah…

Leave a Comment