Mashooqana Lyrics – Heartless

The Mashooqana lyrics from ‘Heartless’, starring Adhyayan Suman and Ariana Ayam in lead roles. Directed by Shekhar Suman, the music has been composed by Gaurav Dagaonkar. The lyrics of the song has been penned by Arafat Mehmood. Mashooqana sung by Ash King and Arunima Bhattacharya.

Mashooqana Lyrics

Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain

Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain
Rubaru tere kyun
Aane ka dhundhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamana

Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana
Aisa huaa tera asar
Dil chahein bas tujhko paana

Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa..

Bol jaati hain aankhen
Teri sab bin kahein
Labz paakar ke tera
Dil kaise bas mein rahe

Tujh se milane se pehale
Bethikana thi main
Ab ye lagne laga hain
Bewaja na thi main

O kuchh der tak tujhe dekha loon
Maane agar tu bura na
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa..

Subah viraan tujh bin
Sab adhuri lage
Zindagi se bhi jyaada
Tu zaruri lage

Uuo..
Aise mehfoos karle
Mujhko aaghosh mein
Umra bhar mein na aaun
Phir kabhi hosh mein

Najdikiyan itani bagawat
Uff rahe faasla na
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa..

Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain
Rubaru tere kyun
Aane ka dhundhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamana

Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana
Mashooqana.. yaariyana..
Mashooqana..

Lyrics: Mashooqana – Heartless Song
Music Director: Gaurav Dagaonkar
Lyrics: Arafat Mehmood
Singer: Arunima Bhattacharya, Ash King

If there are any mistakes in the Mashooqana Lyrics from Heartless, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

4 Comments

  • There is a major mistake as the music director of the film heartless by shekhar suman is gaurav dagaonkar and lyricist is arafat mehmood it has been changed…please correct it

  • *Mashooqana – Correct Lyrics

    Aaha.. aaha..
    Aaha.. aa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pata niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pata niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa…
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa..
    Aaha.. aaha..
    Aaha.. aa….
    Jiske aane se mukammal..
    Ho gayi thi zindagi..
    Dastakein khushiyon ne di thi..
    Mit gayi thi har kami..
    Kyun bewajaah di yeh sazaa..
    Kyun khwaab deke woh le gaya..
    Jiyein jo hum..
    Lage sitam..
    Sazaa woh aise woh de gaya..
    Main dhoondhne ko uske dil mein..
    Jo khuda niklaa..
    Main dhoondhne ko uske dil mein..
    Jo khuda niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pataa niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pataa niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa…
    Aaha.. aaha…
    Dhoondhta tha ek pal mein..
    Dil jise yeh sau dafaa..
    Hai subaah naaraaz uss bin..
    Roothi shyaamein..
    Din khafaa..
    Woh aayein na le jaayein na..
    Haan uski yaadein jo hain yahaan..
    Na raastaa na kuch pataa..
    Main usko dhoondhoonga ab kahaan..
    Main dhoondhne jo kabhi jeene..
    Ki wajaah niklaa..
    Main dhoondhne jo kabhi jeene..
    Ki wajaah niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pataa niklaa..
    Pataa chalaa ke galat leke main pataa niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa..
    Main dhoondhne ko zamaane mein..
    Jab wafaa niklaa…..
    O… o.. aa..
    Ho… Ooooo…..
    Hey.. Yayi yayi yeh…

  • *Mashooqana – Correct Lyrics

    Jab jab tujhe main dekhoon..
    Lagti tu jannati hai..
    Jaane yeh tujhse kaisi
    Nisbat si ho gayi hai…
    Aa.. Jab jab tujhe main dekhoon..
    Lagti tu jannati hai..
    Jaane yeh tujhse kaisi
    Nisbat si ho gayi hai…
    Rubaroo tere kyun..
    Aane ka dhoondu bahaana..
    Bakhuda chhod doon
    Tu jo kahe toh zamaana..
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana..
    Aisa hua tera asar dil chaahe bas tujhko paana..
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana…
    Ooo.. Yeh..
    Bol jaati hain aankhein teri sab bin kahe..
    Ooo..
    Lafz pa kar ke tera dil kaise bas mein rahe
    Ooho..
    Tujhse milne se pehle bethikaana thi main..
    Ab yeh lagne lagaa hai..
    Bewajaah na thi main..
    Kuch der toh tujhe dekh loon..
    Maane agar tu buraa na…
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana..
    Mashooqaaana…..
    Subaah veeraan tujh bin..
    Shab adhoori lage..
    Zindagi se bhi zyada
    Tu zaroori lage..
    O… Aise mehfooz kar le..
    Mujhko aagosh mein..
    Umra bhar main na aaun..
    Phir kabhi hosh mein
    Nazdeekiyaan itni badhaa taaki rahe faaslaa na..
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana..
    Jab jab tujhe main dekhoon..
    Lagti tu jannati hai..
    Jaane yeh tujhse kaisi
    Nisbat si ho gayi hai..
    Rubaroo tere kyun..
    Aane ka dhoondhu bahaana..
    Bakhuda chhod doon..
    Tu jo kahe toh zamaana
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana..
    Aisa hua tera asar dil chaahe bas tujhko paana..
    Mashooqana..
    Uff tera yeh muskuraana..
    Mashooqana..
    Sharma ke nazrein churaana…
    Mashooqana…
    Ariana…
    Mashooqana…..

Leave a Comment