Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Kyon Ki

The Kyon Ki Itna Pyar lyrics from ‘Kyon Ki’, starring Salman Khan and Kareena Kapoor in lead roles. Directed by Priyadarshan, the music has been composed by Himesh Reshammiya. The lyrics of Kyon Ki Itna Pyar has been penned by Udit Narayan, Alka Yagnik.

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham (Repeat once)
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tune o jaana deewana kiya hain
(Deewana kiya is kadar) (Repeat once)
Chahat mein teri bhulaya jahaan ko
(Na dil ko kisiki khabar) (Repeat once)
Rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tumse hain saansein tumse hain dhadkan
(Tumhise hain deewangi) (Repeat once)
Rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Lyrics: Kyon Ki Itna Pyar – Kyon Ki Song
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

If there are any mistakes in the Kyon Ki Itna Pyar Lyrics from Kyon Ki, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

Leave a Comment