Kill Dil Lyrics – Title Song

The title song lyrics of ‘Kill Dil’, featuring Ranveer Singh, Ali Zafar, Parineeti Chopra, Govinda and Sukhwinder Singh. Directed by Shaad Ali, the music has been composed by Shankar Ehsaan Loy. The lyrics of title song has been written by Gulzar. The song has been sung by Sonu Nigam and Shankar Mahadevan.

Kill Dil Title Song Lyrics

Tar-coal ki ek sadak par do saaye hain
Andhere ki najaayaz aulaad hain shayad
Ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad
Paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai
Zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai

Waanw waanw..

Taara… dekh taara..
Aasmaan pe latka hai bechara
Yeh zameen gardish mein thi
Ghoom ghoom ghoom ke maara yaara

Hum bhi kahin..
Latke nahin
Roko zameen..

Do hi din ka hai tamaasha
Pasha.. oo..
Mere pasha.. oo..
Yaar pasha

Jee bhar ke
Jee mar le
Aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai
Kal kuch nahin

K k k kill kill, da da da dil dil
K k k kill kill, da da da kill dil (Repeat 3 times)

wow wow…

Mehangi hai ye zindagi
Koi chhota sauda nahi
Oonchi khajuri hai ye
Gamle ka paudha nahi

Ho jaan bhi ye teri nahi
Kal tak chali jaayegi
Ghar bhi chala jaayega
Jab ye gali jaayegi
Jam ke jeene do, din chaar
Le kam hi jeele
Peena pade toh gham hi peele tu tu tu…
Tu yaara..

Yaaron ki yaari yahaan zinda rahengi
Yaar taaro ki jhaadi
Yaar mauka karengi
Taaron ne paala hai to to to…

K k k kill kill, da da da dil dil
K k k kill kill, da da da kill dil (Repeat 3 times)

Lyrics: Kill Dil – Title Song
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa
Lyrics: Gulzar
Singer: Sonu Nigam, Shankar Mahadevan

If there are any mistakes in the Kill Dil Title Song Lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

1 Comment

  • Nice Song

    Sonu nigam and Shankarmhadevan is Great Singer.
    “Tar-coal ki ek sadak par do saaye hain
    Andhere ki najaayaz aulaad hain shayad
    Ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad
    Paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai
    Zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai”

Leave a Comment