Dilli Ki Raat Lyrics – Indu Sarkar

The Dilli Ki Raat lyrics from ‘Indu Sarkar’, featuring Neil Nitin Mukesh and Kirti Kulhari in the lead. Directed by Madhur Bhandarkar, the music has been composed by Anu Malik. The lyrics of Dilli Ki Raat has been penned by Puneet Sharma. The song has been sung by Bappi Lahiri and Anmol Malik.

Dilli Ki Raat Lyrics

Salaam karo dost
Ke baap aaye hai
Salaam karo dost
Ke baap aaye hai

Kamaal hai kamaal hai
Ke aap aaye hai (Repeat once)

Hello, you are welcome
Hello, you are awesome
Hello, zara aankhein toh milayiye

Dilli ki raat hai na jaiye
Dilli ki raat hai na jaiye

Janab ki hai
Mehfil janab ke hai jaam

Chaabuk si nigahein
Unki hai duniya ghulam

Begum badshah pe hukum inka
Cheen lenge aasmaan bhi
Nahi denge daag
Cheen lenge aasmaan bhi
Nahi denge daag

Hello, namaste
Hello, kya samjhe
Hello, zara honto ko sulgaiye

Delhi ki raat hai na jaiye
Delhi ki raat hai na jaiye

Woh subah na ho
Macha do yaaron tum tabahi

Hai mann shika
Karo na botalon ko khali

Thirakte hai panv sare
Tez dhunn pe

Raftaar ke hai dewaane
Janab-e-aali
Raftaar ke hai dewaane
Janab-e-aali

Hello, o mister
Hello, o dilbar
Hello, zamane ko nachaiye

Dilli ki raat hai na jaiye
Dilli ki raat hai na jaiye …

Lyrics: Dilli Ki Raat – Indu Sarkar Song
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Puneet Sharma
Singer: Bappi Lahiri, Anmol Malik

If there are any mistakes in the Dilli Ki Raat Lyrics from Indu Sarkar, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Advertisements

Leave a Comment