Balam Pichkari Lyrics – Yeh Jawaani Hai Deewani

The Balam Pichkari lyrics from ‘Yeh Jawaani Hai Deewani’, starring Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in the Karan Johar produced celebration of love. Directed by Ayan Mukerji, the music has been composed by Pritam Chakraborty. The lyrics of Balam Pichkari has been penned by Amitabh Bhattacharya.

Balam Pichkari Lyrics

Balam pichkaari Jo tune mujhe maari
Toh bole re zamaana kharaabi ho gayi
Mere ang raaja Jo tera rang laaga
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..

(Itna mazaa kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya) (Repeat once)
Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi

Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Haan balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Teri kalaayi hai haathon mein aayi hai..
Maine maroda toh lagti malaayi hai
Mehenga pade ga yeh chaska malaayi ka
Upwaas karne mein teri bhalaayi hai
Ho bindiya teri maahtaabi ho gayi
Dil ke armaano mein behisaabi ho gayi

Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
Balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi… Hey.. hey.. hey..

Hey kyun no vaccancy ki hothon pe gaali hai
Jabke tera dil ka kamra toh khali hai
(Kamra toh khali hai]
Mujhko pata hai re kya chahta hai tu
Boli bajan teri neeyat kawaali hai
Zulmi yeh hazir jawaabi ho gayi
Tu toh har taaley ki aaj chaabi ho gayi

Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Haan bole re zamana kharaabi ho gayi
Haan bole re zamana kharzabi ho gayi

Balam Pichkari Song Lyrics Details

Song: Balam Pichkari
Music Director: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Singers: Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani

Movie: Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
Director: Ayan Mukerji
Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapoor, Kalki Koechlin
Producer: Karan Johar
Banner: Dharma Productions
Release Date: May 31st 2013
For more details: Yeh Jawaani Hai Deewani Movie Page

If there are any mistakes in the Balam Pichkari Lyrics from Yeh Jawaani Hai Deewani , please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

22 Comments

  • Indicine, why don’t you write the lyrics of the whole song? This is just the lyrics of the promo.

    Balam pichkari jo tune mujhe maari
    Toh bole re zamana kharabi ho gayi
    Mere ang raja, jo tera rang laga
    Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi

    Itna maza, kyun aa raha hai
    Tune hawa mein bhaang milaya

    Itna maza, kyun aa raha hai
    Tune hawa mein bhaang milaya
    Dugna nasha, kyun ho raha hai
    Aankhon se meetha tune khilaya

    Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
    Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi, toh?

    Balam pichkari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
    Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka
    Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)

    Teri kalaai hai, haathon mein aayi hai
    Maine maroda toh lagti malaai hai

    Mehenga padega ye chaska malaai ka
    Upvaas karne mein teri bhalaai hai

    Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi
    Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi

    Toh…
    Balam pichkari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
    Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka
    Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)

    Kyun ‘no-vacancy’ ki, hothon pe gaali hai
    Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
    (kamra toh khaali hai…)

    Mujhko patha hai re
    Kya chahata hai tu
    Boli bhajan teri
    Neeyat Qawwali hai

    Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
    Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh?

    Balam pichkari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
    Haa, Jeans pahen ke jo tune maara thumka
    Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)

    Haan, bole re zamana kharabi ho gayi
    Haan, bole re zamana kharabi ho gayi…

  • *Correction*

    ¤Balam Pichkaari –
    Lyrics

    Balam pichkaari
    Jo tune mujhe maari
    Toh bole re zamaana
    kharaabi ho gayi
    Mere ang raaja
    Jo tera rang laaga
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
    Itna mazaa..
    Kyun aa rahaa hai..
    Tune hawaa mein bhaang milaaya
    Itna mazaa..
    Kyun aa rahaa hai..
    Tune hawaa mein bhaang milaaya
    Dugna nasha..
    Kyun ho rahaa hai
    Aankhon se meetha doodh khilaaya
    O teri malmal ki kurti gulaabi ho gayi
    Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi
    Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
    Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
    Balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
    Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
    Teri kalaayi hai..
    Haathon mein aayi hai..
    Aine maroda toh lagti malaayi hai
    Mehenga pade ga yeh
    Chaska malaayi ka
    Upwaas karne mein teri bhalaayi hai
    Ho bindiya teri maahtaabi ho gayi
    Dil ke armaano mein behisaabi ho gayi
    Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
    Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
    Balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
    Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi… Hey.. hey.. hey..
    Ho.. Kyun no vacancy ki hothon pe gaali hai
    Jab ki tere dil ka kamra toh khaali hai..
    (Kamra toh khaali hai..)
    Mujhko pata hai re Kya chaahta hai tu
    Boli bhajan teri neeyat qawwali hai
    Zulmi yeh haazir jawaabi ho gayi
    Tu toh har taale ki aaj chaabhi ho gayi
    Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
    Haan jeans pehan ke jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
    Balam pichkaari jo tune mujhe maari
    Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
    Haan jeans pehan ke jo tune maara thumka
    Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
    Haan bole re zamaana
    Kharaabi ho gayi
    Haan bole re zamaana
    Kharaabi ho gayi..

Leave a Comment