Aana Mere Pyar Ko Na Tum Lyrics – Kabhi Haan Kabhi Naa

The Aana Mere Pyar Ko Na Tum lyrics from ‘Kabhi Haan Kabhi Naa’, starring Shahrukh Khan and Suchitra Krishnamoorthi in the lead roles. Directed by Kundan Shah, the music has been composed by Jatin – Lalit. The lyrics of the song have been penned by Majrooh Sultanpuri. The film was released on February 25th 1994.

Aana Mere Pyar Ko Na Tum Lyrics

[fb send=’true’ layout=’button_count’][t countbox=’horizontal’]

Aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Sanam tujhe paane ka
Yeh tha saara bahaana
Ho aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Sanam tujhe paane ka
Yeh tha saara bahaana (Male)

Chalo bhi jo hua
Jaane do
Bahut ho chuka
Jaane do (Repeat once) (Male)

Dekh meri taqdeer
Dil mein kis ka teer
Aankhon mein tasveer
Kis ki hai sanam (Male)

Chhodo chhodo haath
Jaanoon teri jaat
Jhoothi hai har baat
Jhoothi har kasam (Female)

Ho jhootha ho ya sachcha ho
Jaane saara zamaana

Ho aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Sanam tujhe paane ka
Yeh tha saara bahaana (Male)

Chalo bhi jo hua
Jaane do
Bahut ho chuka
Jaane do (Male – Chorus)

Chalo bhi jo hua
Jaane do
Bahut ho chuka
Jaane do (Female – Chorus)

(Music)

Tumne phenka jaal
Ulti pad gayi chaal
Ab mister janjaal
Rasta naapiye (Female)

Aise to na yaar
Dil ko thokar maar
Samjho mera pyaar
Khuda ke liye (Male)

Samajh gayi
Ab chhodo
Zaada baatein banaana (Female)

Ho aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Sanam tujhe paane ka
Yeh tha saara bahaana
Aana mere pyar ko na tum
Jhootha samjho jaana
Sanam tujhe paane ka
Yeh tha saara bahaana (Male)

Chalo bhi jo hua
Jaane do
Bahut ho chuka
Jaane do(Male and Female – Chorus) (Repeat 3 times)

Aana Mere Pyar Ko Na Tum Song Lyrics Details

Song Title: Aana Mere Pyar Ko Na Tum
Music Director: Jatin – Lalit
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Singer(s): Alka Yagnik, Kumar Sanu

Movie: Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
Director: Kundan Shah
Starcast: Shahrukh Khan, Suchitra Krishnamoorthi, Deepak Tijori, Rita Bhaduri, Satish Shah, Anjan Srivastav, Goga Kapoor, Tiku Talsania, Ravi Baswani, Naseeruddin Shah, Juhi Chawla, Kurush Deboo
Producer: Vikram Mehrohtra
Banner: Shemaroo Video Pvt Ltd
Release Date: February 25th 1994
For more details: Kabhi Haan Kabhi Naa Movie Page

If there are any mistakes in the Aana Mere Pyar Ko Na Tum Lyrics from Kabhi Haan Kabhi Naa, please let us know by submitting the corrections in the comments section below.

Advertisements

1 Comment

  • I think , jaanu teri jaat ki jagah . jaanu teri baat hi aata hoga. or jhutha ho ya sachcha ho ki jagah jhutha hu ya sachcha hu jaane saara zamana . aisa sunai deta hai.

Leave a Comment